Make Money लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Make Money लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Make Money लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Make Money लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

29 जून 2020

Best Link Shortener To Earn Money In India - 2020

best link shortener to earn money in india


Best Link Shortener To Earn Money In India - 2020



hello dosto aaj me apko iss post me apko india ki best link shortener website ke baare me batane wala hu aaj me apko india me konsi link shortener website best he jo real me money earn kar ke deti he uske bare me bataunga to chaliye jante he best link shortener to earn money in india



Link shortener kya hota hai or isse paise kaise kamaye



dosto waise to ap sab ko link shortener kya hota hai iske baare me pata hai lekin jinko pata nahi he unko bata du ki link shortener website kisi bhi link ko chota (short) kar ke deti he isko hi link shortener bolte he disto link shortener website do tarike ki hoti he 1 jo hame paisa deti he dusri jo hame paisa nahi deti



1. paise dene wali link shortener website


dosto jo link shortener website hame paisa deti wo kyu deti he isko hame jana jaruri he and he bahaut aasan he jab ap uss link shortener website me apni koi link short karte ho to wo apke link me uski website ka link bhi add kar dete he and jab apke short kiye hue link par koi click kar ke open karta he to usko pahale uss link shortener walo ka website dikhata he uske baad apka and issi ke paise apko milte he


2. normal link shortener website


aur kuch link shortener website aise bhi hoti he jo koi paisa nahi deti wo sirf link short karne ka kaam karti he apke link ke andar koi aur third party link add nahi karti isliye agar apko paise nahi kamana lekin badi si kisi link ko short karna he to ap simple link shortener ka hi istemal kare



lekin abhi to me apko iss post me money earn karne ke liye link shortener website ke baare me bata raha hu jo ki india ki sab se best and trust website he dosto me apko trust deta hu ki he website apko paisa jarur degi


best link shortener in india  



dosto me jis link shortener ke baare me apko bata raha hu uska name shrinkearn.com hai yah bhaut hi old and trusted website he isme dosto iss website me active users 340,847 hai jo kisi aur link shortener website se jada hai



dosto me apko iska aage payment proof bhi  dikhaunga isliye ankh band kar ke ap iss website par bharosa kar sakte ho kyu ki me apne visitors ko kabhi koi galat jankari nahi deta me pahale khud uss par research karta hu uske baad hi apko batata hu



best link shortener to earn money 



dosto abhi me apko shrinkearn com website me account kaise banaye iske bare me step by step bataunga


step 1. dosto isme apko pahale niche diye gaye link par click kar ke website me visit karna he

Link:-  shrinkearn

step 2. uske baad apko sign up par click kar ke new account register karna he ap niche screenshoot me dekh sakte ho ki kis tarike ke sign up karna hai





step 3. dosto apko sign up karne ke liye email id user name and password pucha jayega wo daal kar ap sign up kar lijiye



step 4. dosto apka account create ho gaya he abhi apko apna user name and password daal kar log in karna he log in karte he hi apke saamne kuch iss tarike ka page open hoga ap niche dekh sakte ho




dosto upar screenshoot me ap dekh sakte he ki kaise link short karna he apko paste any link ki jaga par wo link daalna he jisko ap short karna cahate ho uske baad shorten button par click karna he itna karte hi apka link short ho jayega abhi ap isko copy kar ke social media par share kar sakte ho



dosto abhi jab bhi apka koi dost ya koi bhi apke short kiye hue link par click karega apki earning hoti rahegi yah website 1000 views ka 3$ deti hai bhaut he





ap upar screenshoot me dekh sakte ho maine iss link shortener website se 5$ withdraw kiya he aur withdraw karne baad hi payment 10 min baad paytm wallet me aagaya tha



withdraw method:-


dosto shrinkearn link shortener website me 5 withdraw method he jiske bare me main apko niche bata raha hu
      
                                               
Withdraw MethodMinimum Withdraw
Paypal5$
Webmoney5$
Payeer5$
Skrill20$
Paysera5$
UPI & Bank Transfer5$


dosto ap upar bataye gaye withdraw le sakte ho ap UPI ka upyog kar ke paytm me withdraw le sakte ho


to dosto iss tarike se ap shrinkearn website se link short kar ke paise kama sakte ho aasani se bas apko link par apna dimaag laga ke click karwana he 


dosto aaj maine apko iss post me best link shortener website ke baare me apko bataya he dosto maine jis website ke bare me apko bataya he wo india ki most popular and trusted link shortener website he

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

13 अप्रैल 2020

Hindi Words Padh Kar Paytm Cash Kaise Kamaye

hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye


hindi words padh kar paytm cash jaise kamaye


hello dosto aaj me iss post me apko free paytm cash ki trick batane wala hu jisme ap simple hindi words ko padh kar paise kama sakte hai to chaliye jante hai hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye




dosto paytm cash tricks to apne bhaut si dekhi hogi aur use bhi kiya hoga lekin bhaut si trick work nahi karti he aur kuch application bhi hote he jisme game khel kar ya fir third party apps download kar ke paytm cash kama sakte ho



lekin dosto aisi bhaut si apps playstore par he jisme se 80% application fake hoti hai agar apne aisi apps par kaam kar bhi liya to wo apko paise nahi dege aisi bhaut hi kam app hoti hai jo real cash deti hai



dosto iss post me main apko aise hi ek app ke baare me batane wala hu jisme apko simple sa kaam karna hai aur wo apko paytm cash degi me proof ke saath bataunga apko and maine khud iss apps se rs. 1200+  se jada earing ki hai to chaliye dosto jante hai uss app ke baare me puri jankari



words padh kar paytm cash kaise kamaye 



dosto me jis app ki baat kar raha hu uss app ka name U Speak We Pay hai dosto yaha app bhaut hi alag earning app hai isme apko na hi koi application download karna hai na hi koi survey fill karna hai ap bina kisi pareshani ke iss application se daily Rs. 300 se jada paise kama sakte hai apko din ka sirf 2 hours dena hai


U Speak We Pay App Kaise Use Kare


dosto me apko niche step by step bataunga ki isme apko sign up kaise karna hai and account kaise banaye iske baare me


requirment:-

1. android mobile
2. internet data
3. paytm id ( With Fully KYC linked)
4. Reffer Code ( Use This Reffer Code)


dosto agar apke paas upar batai gai saari chije hai to ap aajse hi paise kamana shru kar sakte ho iss app se ghar baithe



dosto sab se pahale apko niche diye gaye link par click kar ke app ko download kara hai

• Click Here:- U Speak We Pay


jaise hi ap application ko download karoge apke saamne sign up karne ka option ayega apko us par click karna hai


sign up par click karne ke baad apko email id daalne ko bola jayega apke paas jo bhi email id hai wo daal dijiye


jaise hi ap email id daaloge abhi yaha se apka Account create karne ka process start hoga dosto abhi apko niche screenshoot me diye gaye tarike se puche gaye saare details fill karna hai 


dosto jaise hi ap email id se sign up karoge to kuch iss tarike ka page open hoga ap niche screenshoot me dekh dakte ho


1. language:- isme apko apki wo language daalni hai jo ap aache se bol sakte ho matlab apki native lagnguage



2. how old you: isme apko apki age daalni hai



3. Are You:- dosto isme apko apka gender select karna hai agar ap male ho to male slecet karo agar ap female ho to female option select karo



4. qualification:- isme apko apna qualification daalna hai matlab ap kaha tak padhe ho ex. 10th, 12th yaha isse aage B.A e.t.c


5. Enter Your District:- isme apko apne district ka name daalna hai



6. enter referral code:- isme apko referral code daalne ko bola jayega dosto referral code daalna bhaut jaruri hai main apko niche jo code de raha hu wahi apko daalna hai



copy referral code:- MIWCWX

7. paytm number:- dosto sab se jaruri apko apna paytm number daalna hai jo KYC linked hai



dosto he sab information fill karne ke baad done par click kar dijiye apka kaam ho gaya ab apko bas paise kamana hai wo kaise me apko niche bata raha hu aur isme kya karna hai or paytm me paise kaise aayege wo saari jankari niche me apko bataunga



dosto apko kuch nahi karna hai jab ap iss app me jaawoge apke saamne ek mic ka symbol dikhai dega ap niche screenshoot me dekh sakte ho apko uss par tap karna hai aur upar diya gaya sentence padhna hai jo bhi likha hua hai uss words ko padhna hai pura



dosto U Speak We Pay app apko 1 sentence padhne ka 0.15 rs deti hai agar apko gujrati, kannad, telgu aata hai to apko uss language me padhne ke 0.25 milege dosto yaha bhaut hi simple work he isme kuch nahi karna hai sirf words padhne hai


paytm me paise kaise milege:-


dosto paytm me paise apko har dusre din mornimg me 10 AM se pahale diye jaate hai jab apke 25 rs ho jayege apke paytm me automatic 25 rs mile jayege dosto ye koi fake application nahi hai main khud iss app ko kaafi time se use karta hu aur ye app 100% payment deti hai


dosto aaj maine apko hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye iske baare me bataya hai ap upar bataye gaye tarike se simple kaam kar le words ko padh kar aasani se paytm cash free me kama sakte ho

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

1 फ़र॰ 2020

Airtel Thanks App Se Free Rs. 300 Kaise Kamaye

airtel thanks app se free rs. 300 kaise kamaye

Airtel Thanks App Se Free Rs. 300 Kaise Kamaye


Dosto airtel thanks app free Rs 300 tak kamane ka chance apko de raha hai aaj me apko airtel thanks app se Rs. 300 tak paise kaise kamaye iske baare me batane wala hu to chaliye jante hai airtel thanks ke earning offer ke baare me


airtel thanks app airtel telecom company ka offical app hai jo airtel users ko unke number ki details aur blance kitna he jaane me help karti hai airtel thanks app me bhaut saare offers bhi aate hai jaise free internet data, free reachrge coupon iss tarah se lekin in offer se ham paise nahi kama skate hai



lekin aaj me apko airtel thanks app ka latest offer batane wala hu jise ap airtel ki taraf se Rs. 300 tak free paise kama sakte ho wo offer konsa he kaise kamaye iske baare me me apko niche step by step batane wala hu to chaliye iske baare me step by step jaan lete hai

airtel thanks app se free Rs. 300 kamane ke liye some importent requirment


Requirment:-

1. Android phone (4G)
2. Airtel Sim (4G)
3. Airtel Thanks App
4. Minimum 50Mb Data (app ko download karne ke liye)



i hope ki apke paas he saari chije hogi agar apne airtel thanks app abhi tak download nahi kiya to me apko niche iska link de dunga ap downlod kar lijiye 


dosto main apko niche 2 earning offer batane wala hu jisme pahale me apko airtel thanks app se Rs. 50 kamane ke baare me bataunga uske baad Rs. 250 airtel thanks app se kamane ke baare me apko bataunga


airtel thanks app Rs. 50 free kaise kamaye


1. Dosto sab se pahale to apko playstore se airtel thanks app ko download kar ke install kar lena hai install karne ke baad app ko open kijiye and apna airtel ka number daal kar usme register kar lijiye

>> Download:- Airtel Thanks App

(Note:- register karne ke kuch time baad hi apko airtel ki taraf se 2gb tak ka free Data milega)

2. app me register karne ke baad apke saamne kuch iss tara se ek new page open hoga ap niche screenshoot me dekh sakte ho

4. abhi apko free Rs 50 ka ek banner show hoga jisme airtel Rs 149 and isse upar ka recharge karne par Rs 50 hamare airtel account me free de raha hai uss Rs 50 se ap fir se recharge kar sakte ho ya fir wo paise bank account me le sakte ho apki marji



dosto airtel thanks app ko me apko pahale uss banner par click karna hai jis par likha he "get assured cashback of Rs. 50" jaise hi ap banner par click karoge apke saamne fir se ek new page open hoga




ap upar screenshoot me dekh sakte ho ek popup hai and uss par likha hua hai ki agar ap airtel thanks app ke jariye Rs. 149 or isse jada waala recharge karte ho to apko free Rs 50 airtel ki taraf se milege wo bhi sidha apke bank account me ap unn paiso ko le sakte ho


step 1: sab se pahale apko airtel thanks app open karna hai banner par click kar ke recharge now waale option par click karna hai


step 2: uske baad Rs 149 or isse upar ka koi bhi recharge price select karna hai


step 3: recharge price select karne ke baad apko paise pay karne ke liye bola jayega


step 4: apko paise pay karne ke liye 4 option diye jaayege


  1. bank account
  2. airtel bank
  3. paytm
  4. amazon pay

apko paytm UPI se paise pay karna hai recharge ke liye agar apke paas paytm account nahi hai to ap kisi bhi UPI app ke throw recharge ka paisa de sakte ho airtel app ko



recharge karne ke baad apko airtel ki taraf se 50Rs cash free me mile jayega apke airtel thanks app me and ap usko apne bank account me bhi le sakte ho ya fir ap  unn paiso se fir se apne airtel number par reachrge bhi kar sakte ho



dosto upar maine apko airtel thanks app se 50 rs kaise kamaye ke baare me bataya hai abhi me apko iska dusra offer batane wala hu jiski help se ap 250Rs tak kama sakte ho to chaliye jante he wo offer konsa hai and Rs 250 kamane ke liye kya karna padega


airtel thanks app refer kar Rs 250 kaise kamaye


dosto iss offer me airtel thanks app download karne ke baad kisi aur ko bhi ap iss app ko download karne ko bolte ho aur download karwaate ho to apko airtel free me rs 250 refer ka paisa dega


dosto isme apko apne dosto ko convince karna hai ki wo airtel thanks app ko download kare aur agar apka dost apke diye hue refer link se app download kar leta hai to apko turant paise mile jayege



airtel thanks app dosto ko refer kar ke paise kaise kamaye step by step jankari in hindi me


step 1:- sab se pahale apko airtel thanks app ko open karna he


step 2:- open karne ke baad page ko thoda niche scroll kijiye apko ek popup show hoga jis par likha hoga (refer and earn upto Rs. 250)


step 3:- apko uss banner par click karna hai uske baad ek aur new page open hoga isme apko ek link diya jayega


step 4:- apko jo link diya gaya he usko copy kar lena hai uske baad iss link ko apne dosto ke saath share karna hai




ap iss link ko social media par share kijiye jaise whatsapp, facebook, twittet and apko aur jo bhi paltform aacha lage usse share kijiye apko har ek refer ka Rs 250 milega
agar ap din me 4 logo ko bhi airtel thanks app download karawoge to ap 1 din me hi Rs 1000 tak kama loge

Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye

Email Padh Kar Internet Se Paise Kaise Kamaye

dosto iss tarah se ap app refer kar ke iss app se bhaut saara paisa kama sakte ho maine apko minimum rs 300 kamane ke baare me bataya he agar ap jada se jada refer link ko share karoge to ap isme din ka Rs 1000 tak bhi kama sakte ho


conclusion

dosto aaj maine apko airtel thanks app se Free Rs. 300 kaise kamaye ke baare me apko bataya he jisme maine 2 offer apko bataye he ek me maine apko Rs. 50 free kamane ke baare me bataya hai aur dusre me refer kar ke Rs. 250 kamane ke baare me bataya hai

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

26 जुल॰ 2019

Top 10 Best Money Making Apps - 2019

top 10 Best money making apps 2019


best money making apps 2019


Dosto main aaj apko play store ki best money making apps ke baare main batane wala hu money making apps se ap ghar baithe online earning kar sakte ho aur kamaye hue paise ko apne paytm account main le sakte ho to chaliye jante hai top 10 best money making apps ke baare me

• Top 5 Best Photo Editor Apps For Android 2019

• Internet Se Paise Kaise Kamaye Monthly 30,000 Rs

Play store me money making apps bhaut saari hai lekin usme se 70% apps fake hai matlab wo paise nahi deti and apse kaam nikalwa leti he free me isliye kabhi bhi direct play store se earning apps install nahi karna cahiye dosto main apko 10 money making app bataunga jo real me paise deti hai and trusted hai and bhaut jada popular bhi hain



Money making apps kya hai

money making app matlab aise apps jisme ham thoda sa work kar ke paise kama sakte he aur kamaya hua paisa usko paytm wallet se le sakte hai isse hi money making app kahate hai

• Facebook Se Paise Kaise Kamaye Top Tarike


Dosto money making app me apko kuch task diye jaate he jisse complet karne ke apko kuch coins milte he jisse ap paiso me convert kar sakte ho aur task bhaut simple hote he jisse ap aasani se complet kar sakte hai

Example:- (task 1:- download amazon app on play store and get 50Rs paytm cash)


Iss tara se apko task diye jaate hai jisse ap aasani se complet kar ke paisa kama sakte hai aur apko apps download nahi karna to koi problem nahi ap koi aur task complet kar ke paisa kama sakte ho jaise news padh kar, app me daily visite kar ke aur bhi bhaut saare tariko se ap money earn kar sakte ho jo apps me apko batane wala hu niche unn saare apps ke alag alag tarike he money earn karne ke wo me apko niche bataunga




Requirment:-

(1) android mobile

(2) internet data (3g/4g)

(3) gmail id or mobile number (for sing in)



Dosto maine apko upar jo requirment bataye hai wo apke paas hona jaruri he agar apko earning app se paise kamana ho to




top 10 best money making apps for android

(1) Roz Dhan
(2) Meesho app
(3) 4Fun app
(4) Lopscoop app
(5) Bulb smash
(6) Loco app
(7) Google pay app
(8) One Ad app
(9) Stick pool club
(10) Earn talktime app




(1) Roz Dhan:- dosto roz dhan ek best earning app hai jisme ap video dekh kar paise kama sakte ho apne friends ko reffer kar ke bhi ap paisa kama sakte ho isme roz dhan ek frd ko referral karne ke 5 Rs deta hai isme daily chacking ke bhi coin apko diye jaate he wo coin raat 12 baje ke baad paiso me convert ho jaate hai

Per referral :- 5 Rs (referral code:- 00PK2I)

minimum withdraw:-

Download link:- Roz Dhan App



(2) Meesho app:- dosto meesho ek shopping app hai isko ap apni khud ki without investment waali shop bhi samaj sakte ho dosto apko sirf meesho apse logo ko product bechna hai and uska jo bhi commetion hoga wo apko mile jayega ap unn paiso se meesho par shopping kar sakte ho ya fir wo kamaye hue paise paytm se apne wallet me le sakte ho

referral code:- CGFZSAT231

minimum withdraw:-

Download link:- Meesho app



(3) 4Fun App:- dosto 4fun app tik tok app jaisa hi he bas fark itna he ki tik tok par video dekhne ke apko koi paise nahi milte he lekin 4fun par video dekh kar ap aacha khaasa paisa earn kar sakte ho aur apne dosto ko referral kar ke bhi paise kama sakte ho

per referral:- 5 Rs.

minimum withdrwa:- 200Rs.

Download link:- 4Fun App



(4) Lopscoop app:- news padh kar paise kamama ap cahate ho to lopscoop app apke liye best hai ku ki isme apko news padhne ke aur news dekhne ke paise milte he apko sirf latest news read karna hai aur news whatsapp par share kar karne ke bhi kuch coin apko mile jaate he


Isme ek friend ko referral karne ke 5Rs milte hai

minimum withdraw:- 50 Rs

Download link:- Lopscoop app



(5) Bulb smash:- dosto ye app bhaut hi intresting he ku ki isme ap game khel kar money kama sakte ho isme apko bulb ko guler se shoot karna hota he isme apko ek partner diya jata he jo apke saath online khelta he aur ap dono me se jo bhi sab se jada bulb ko shoot karta he wo jit jata he

Isme ap do tarike se withdrow le sakte he paytm and paypal se

per referral:-

minimum withdraw:-

Download link:- Bulbsmash app



(6) Loco app:- dosto apko question ke answer dena aacha lagta he or apko gk ki aachi knowlage hai to ap iska upayog paise earn karne me kar sakte ho loco app me apko question ke answer dene ke paise milte he isme apko crecket, histroy, science se related question puche jaate he and uske 3 option niche diye jaate he usme se apko right option choose karna hota he

per referral:- 10 Rs.

minimum withdraw:- 50 Rs.

Download link:- Loco app



(7) Google pay app:- dosto google pay ek money send and recived app hai ap google pe se apne frds se paise le sakte he ya fir unko paise send kar sakte he agar ap kisi frd ko google pay se paise send karte ho to uspar apko cash back milta he isme daily google ki taraf se ek crash coupan milta he usse crash karne par usme apko 20 25Rs. tak milte he

per referral:- 50Rs.

Minimum withdraw:- 50Rs

Download link:- Google Pay



(8) OneAd app:- isme ap game khel kar paise kama sakte ho lekin isme sab se jada paisa ap reffer kar ke kama sakte ho dosto isme ap jisse bhi referral karoge agar wo insan kisi aur ke referral karta he to uske bhi reffer ke aadhe paise apko milege

Ex. A ne B Ko Reffer kiya B Ne C ko reffer kiya aur C ne D ko reffer kiya to B,C and D ke reffer ka kuch hissa A ko bhi milega and ye aise hi chalta rahega isliye oneAd app ko jitne friends ko ap referral karoge utna jada paisa ap earn kar pawoge

referral code:- BF75PUA

minimum withdraw:- 5Rs.

Download link:- OneAd App



(9) Stick pool club:- dosto ye bhi ek gaming app he isme pool game khel kar ap din ka 100rs se 200rs tak kama sakte ho and isme apko ek online partner ke saath khelna padta he jo bhi jitata he usko 2Rs instant mile jaate he isme ap frd ko referral kar ke bhi real cash le sakte ho

per referral:- 25 Rs.

minimum withdraw:- 1 Rs.

Download link:- Stickpoolclub app



(10) Earn talktime app:- dosto earn talk time ek bhaut hi popular app hai isme isme apko news padhne ke game khelne ke coins milte he saath me isme apko apps download karne ke bhi paise apko milte he ap is app me DTH recharge bill pay kar sakte ho saath me apne sim ka prepaid and postpaid recharge karwa sakte ho isme 1 app download karne ke Rs tak diye jaate he iss ap ko referral karne ke apko 999Rs milte he

Earn Talktime Earning App


Per referral:- 999 Rs.

minimum withdraw :- 50

Download link:- Earn Talktime app



maine aaj apko top 10 best money making app bataye he jo ki real me paisa deti he  aur ye saare app old hone ke saath popular bhi isliye ap is par trust kar sakte ho and isse money earn kar sakte ho

• Mobile Se Paise Kamane Ke Top 5 Android Apps

• Email Padh Kar Paise Kaise Kamaye Daily 

Dosto apko ye best money making apps kaise lage agar apko he jankari aachi lagi to apne dosto ke saath isko share jarur kare taaki iss post me bataye gaye money making apps se wo bhi paise kama sake


Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

25 जून 2019

Play Store Ki Paid/Premium Apps Free Main Download Kaise Kare 2019

play store ki paid/premium apps free main download kaise kare


play store se paid/premium apps free main download kaise kare



Hello dosto aaj main apko aisi trick batane waala hu jisse ap play store se koi bhi paid app ko free main download kar sakte ho ji ha dosto main apko iss post main yahi bataunga ki kaise ap play store ki paid/premium app ko free main download kar sakte ho



play store par apko aisi bhaut si apps dekhne ko milti he jo free ke saath paid matlab premium bhi hoti hai uss app ko apne mobile me install karne ke liye apko usse pahale buy karna padta hai aise bhaut se app hai play store par jo paid/premium version me hote hai aur uss app ko bina buy kiye ap use nahi kar sakte





Play store par jada apps to free ke hi hai aur log free apps hi sab se jada download karna pasand karte hai aur usse install karna bhi aasan hota hai paise dene ka problem nahi hoti usme lekin kuch app paise de kar bhi install kiye jaate hai usme free app ki tulna me jada profite milta hai user ko



Paid apps ki Qualitys


Dosto pahale ye jaana bhaut jaruri hai ki paid or premium apps main aisa kya hai jisss log paise de kar upayog karte hai ussme kuch to aisi baat hogi jisse log unko kharidte hai apne dekha hoga kahi apps ke free version bhi hote hai aur pro version bhi hote he dono me jada diffrent bhi nahi hota wahi work dono me hota hai free apps ka paid version log download karte hai iske kuch resion hai jo niche bataye gaye ha



(1) no ads:- first reasion hai ads na hona matlab paid apps log isliye bhi download karna pasand karte hai ku ki usme ads nahi aate hai aur free waale version main bhaut jada ads aate hai jisse user ko app use karne me problem hoti hai isliye user paid app download karna pasand karta hai



(2) new features:- second reasion hota hai uske andar ke features jo free app me nahi hote usko use karna hai to paid app download karna padta hai isliye bhi paid app ko download karte hai user ku ki premium app main bhaut saari khaashiyat hoti hai



Kaise download kare paid/premium app free main


aptoide website ek aisi website hai jo play store ki koi bhi paid app free main download kara ke deti hai main apko niche step by step batunga ki iss website se kaise paid app ko free main download kare



Step 1:- sab se pahale aptoide website ko open kijiye jaise hi ap website par jawoge to ek search box dikhai dega niche ap image me dekh sakte ho

play store ki paid apps ko free main download kaise kare


Step 2:- second step main apko uss search box main uss app ka name daalna hai jisse ap download karna cahate ho jaise muje puffin browser pro app ko free main download karna hai play store se isliye main puffin browser pro name daalunga apko wahi app ka name daalna hai jisse download karna cahate ho ap


puffin browser pro free download kaise kare



uske baad apko uss application ka logo show hoga aur uske niche download ka button dikh jayega apko aur ap upar ki image me dekh sakte ho waisa hi download button apko dikhega uss downoad button ko press kar ke apps ko download kar sakte ho


Dosto puffin browser play store par apko 430 Rs. main milega iska rate 430 Rs. hai lekin maine aptoide site se isko free main download kiya hai maine pic art ke pro version ko bhi download kiya hai aur use bhi karta hu ap bhi aasani se isse use kar sakte ho




Dosto iss tara se ap play store ke kisi bhi paid/premium app ko free main download kar sakte ho apko ye trick kaisi lagi agar aachi lagi to apne frds ko bhi facebook, twitter and whatsapp par share kar ke iss trick ke baare me bataiye

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

1 जून 2018

Facebook Se Paise Kaise Kamaye 150$-200$ Monthly

Facebook se paise kaise kamaye


Facebook Se Paise Kaise Kamaye


Hello dosto me apko aaj facebook se paise kaise kamaye ke baare me batane waala hu aaj me apko is post me facebook se paise kamane ka best tarika bata raha hu iss post me bataye gaye tarike se aap facebook se aacha paisa kama sakte ho





Dosto agar aap ek collage student hai or aap part time job karke monthly 20,000-30,000 kamana cahate hai lekin apko koi idea nahi hai paise kaise kamaye ke baare me to me apko batunga facebook se paise kamane ke baare me step by step puri information 

● Facebook Ke Baare Me 15 Rochak Baate Jo Ap Nahi Jante

● Facebook Ka Colour Blue Kyu Hota Hai

Apke mann me ab he sawaal jarur aaya hoga ki facebook se koi paise kaise kama sakta hai lekin frds facebook se bhi paise kamaya jaa sakta hai wo bhi bhaut eisy tarike se ham facebook par ek new page bana kar paise kama sakte hai me apko niche aache se step by step guid karunga ku ki apko aur aache se samja me aaye isliye



● facebook se paise kamane ke liye apke paas nice batai gai chije hona jaruri hain.


(1) Facebook Account

(2) internet data

(3) facebook page



Agar aapke paas upar batai gai 3 chije hain to aap facebook se paise kama sakte ho




Facebook page se paise kaise kamaye




Facebook par page banane ke liye apke paas facebook account hona jaruri hai main maan leta hu apke paas facebook ka account hai ab hame uss par ek acha sa page create karna hai facebook me page ke option me jaakar aap new page create kar sakte ho aab apko page kiss subject par banana hai wo select karna hai ap for example:- shayri,jokes,bollywood e.t.c subject select kar sakte ho.




Chalo ab page to ban gaya ab apko bas ek kaam karna hai apko uss page par jada se jada members add karne hai ap jitne jada members add karoge utna hi jada aapka fayda hai jitne log apke facebook page ko like karege utna hi jada aap facebook se paise kama sakte ho jab apke facebook page ko 20,000 se 30,000 tak log like karege tab aap facebook page se paise kamane ke liye ready ho jaawoge main maant leta hu apne facebook page par 20,000 like hai ab me apko aage ki step bata raha hu jisme me apko facebook page se paise kamane ke 3 tarike bataunga.



Facebook page se paise kamane ke 3 tarike



(1) sell facebook page:- aap apne facebook page ko sell kar ke bhi paise kama sakte ho bhaut si bhaut si website hoti hai jinko paise kamane ke liye apne post ko promote karna hota hai isliye unko aise facebook page ki jarurt hoti hai jis par like jada ho isliye jitna jada apke facebook page par like hoge utni hi jada apki earning hogi matalb utne hi jada aap facebook page se paise kama sakte ho facebook par aise bhaut se page hai jaha aap apne page ko sell karne ki advertise ka post kar sakte ho jisko agar unko aapka page aacha laga to wo apko contact karege.



(2) Affillate program:- apne kabhi affillate program ke baare me to sunna hi hoga mera matalb online shopping karne ki website ke baare me apko pata hi hoga aap famouse afflllate program se jud kar for example:- amazon,flipkart,snapdeal e.t.c apko inke product ko apne facebook page par daal kar sell karna hai aapko ek product sell karne ka 10% milega facebook se paise kamane ka ye bhaut aacha tarika hai.




(3) website ka promotion kar ke:- apne kabhi kisi page par kisi website ke link dekhe hoge. Internet par aisi bhaut si website hai jinko website se paise kamane ke liye visitors ki jarurt hoti hai agar apke facebook page par minimum 10,000 likes hai to aap apne page par unke website ke post ko laga kar paise kama sakte ho website owner ko visitors ka fayda hoga aur aapko paise milege.

● Email Padh Kar Paise Kaise Kamaye Daily 1000 Rs


Iss tara se aap facebook page bana kar facebook se paise kama sakte ho (note:- jitne jada apke facebook page par like hoge utni hi jada value apki page ki hogi) apko facebook se paise kamana hain to aap ek aacha sa facebook page bana kar paise kama sakte ho


● Psiphone pro lite handler se free internet kaise chalaye

● Mobile Se Paise Kamane Ke Top 5 Android Apps

So dosto aaj maine apko is post me facebook se paise kaise kamaye ka tarika bataya hai aap upar bataye gaye tariko se facebook page bana kar facebook se paise kama sakte ho maine aapko facebook page se paise kamane ke 3 tariko ke baare me bataya hain.

● Disable Feacbook Id Ko Recover Kaise Kare (New Trick) 2018

apko is post se juda koi sawal puchna hain aur iss post me apko kuch samaj me nahi aarah hain to aap muje comment me apna sawal puch sakte ho me apki puri help karunga


Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

8 मई 2018

Email padh kar internet se paise kamane ki Top 5 website 2018

Email padh kar paise kaise kamaye



Email padh kar internet se paise kamane ki top 5 website


Hello dosto main aaj apko bataunga ki kaise ham email padh internet se paise kama sakte hai. internet par ham email ko padh kar bhi paise kama sakte hai main apko is post me email padh kar internet se paise kamane ki website ke baare me bata raha hu




Dosto bina mehanat ke to koi bhi insan paise nahi kama sakta hame paise kamane ke liye thodi bhaut to mehant karni hi padti he aur internet se paise kamane ke liye bhi hame mehant to karni padegi warna ham internet se kya kahi se bhi paise nahi kama sakte to chaliye jante he internet se paise kamane ka tarika kya he

● Mobile Se Paise Kamane Ke Top 5 Android Apps

● Youtube Se Video Kaise Download Kare (Read Now)

Internet se paise kamane ke tarike to bhaut se he. lekin main apko e-mail padh kar paise kamane ka tarika bata raha hu apko internet se paise kamana he to aap email padh kar aache paise kama sakte ho main apko kuch website ke baare me bataunga jo apko email padne ke paise degi main apko email padh kar internet se paise kamane ki puri jankari step by step bataunga.



Email padh kar paise kaise kamaye



google par bhaut se tarike he paise kamane ke lekin 1000 main se sirf 10 website hi 101% such hoti hai aur main apko kuch real website ke baare me bata raha hu jo such me paise deti hai bhaut se log internet se paise kamana pasand nahi karte unko aisa lagata he internet se paisa kamana bhaut mushkil he lekin dosto kuch tarike aise bhi he jinse ham bhaut hi aasani se internet se aacha paisa kama sakte he




Main apko email padh kar paise kamane ki website ke baare me bata raha hu jo trust karne layak bhi he or bhaut old bhi hai aur puarni website kabhi trust nahi todte agar apko internet se kam wakt main jada paise kamana he to ap e-mail padh kar jada paise kama sakte ho.

● Google Ki 15 Rochak Baate Jo Aap Nahi Jaante


Main apko yaha par email padh kar internet se paise kamane ki website ke baare me bata raha hu




(1) Paisa live :- paisa live website hame e-mail padhne ke paise deti he iss website se ap daily 10 se 20 e-mail padh kar 100 se 200 tak daily paise kama sakte ho. Paisa live website hame ek email padhne ke 5 Rs deti he internet se paise kamane ke liye paisa live website achi he




(2) money mail :- iske to naam se hi pata chalta he ki ye email padhne ke paise dene waali website he ap money mail par bhi acha paisa kama sakte ho iss website par apko daily email padne ko diye jaate hai ek email padne kar ap 1 se 5 rs tak kama sakte ho.




(3) cash4 offers:- iss website par bhi email padhne ke paise diye jaate he lekin e-mail ke alawa ap iss website par survey complte kar ke bhi paise kama sakte ho cash4 offers 1 website hame 1 survey complef karne ke 10 se 20 rs deti he aur ek email padne ke 3 se 5 rs milte he.




(4) matrix mails :- matrix mails bhaut purani website he 2002 main iss website ko banaya gaya tha aur aaj bhi he logo ko email padne ke paise de rahi hai aap matrix mails par !0 se 20 min e-mail pad kar internef se kaafi aacha paisa kama sakte ho ap iss site par daily 200 rs tak kama sakte ho.




(5) send earning :- email se paise kamane ke liye send earning ek acha way hai.send earning ek e-mail padhne ke 67 se 300 rs deti he jab aap 30$ kama loge tab ap apne kamaye hue paise paypal ke jariye nikaal sakte ho.


● Facebook Se Paise Kaise Kamaye 150$ Se 200$ Monthly

● Uc Browser Se Free Internet Kaise Chalaye (Read Now)

Main apko is post me email padh kar paise kamane ke 5 website ke baare me bataya hai aap upar batai hui 5 website se email padh kar internet se paise kama sakte ho. maine apko batai hui sab email site trusted he jis par ap bharosa kar sakte



agar apko ye post pasand aai ho to aap isko facbook or twitter par share karna mat bhulna aur aap mere online earning ke aur bhi artical padh sakte ho usme maine internet se ghar baithe paise kaise kamaye ke baare bataya hai.















Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

27 अप्रैल 2018

Online Survey Kar Ke Internet Se Paise Kaise Kamaye-2018

Online Survey kar ke internet se paise kaise kamaye


Online Survey kar ke internet se paise kaise kamaye



hello dosto me ap logo ko aaj survey kar ke paise kaise kamaye ke baare me batane wala hu aaj me apko batunga ki kaise ham online survey kar ke internet se paise kama sakte hai apko bhi agar paise kamana hai to isse badiya tarika apko kahi aur nahi milega 






Google par aisi bhaut si site hai jo survey karne ke hame paise dene ka daawa karti hai lekin kya such me wo paise deti hai dosto internet par aise bhaut se online work hai kuch fake hote hai kuch hit hote hai lekin me apko yaha jiss site ke baare me bata raha hu wo internet se paise kamane ke liye bhaut hi trusted site hai






Internet ki duniya bhaut badi hai yaha jitni real site hote hai usse kahi jada fake site hoti hai isliye hame paise kamane ke liye internet par koi aachi site nahi milti kuch site 30,000 aur 40,000 rupay ke sapne dikha kar dhoka de deti hai lekin kuch site hoti hai jo fake nahi hoti






Me apko aaj yaha par ek aisi hi site ke baare me bata raha hu jiska naam hai Paidviewpoint jisse ap internet se bina kisi dhoke se paise kama sakte ho maine internet par isski puri jankari nikal kar chack karne ke baad hi apne visitor ko bata raha hu





Paidviewpoint se 10 milion se bhi jada log roj 1000 aur 2000 rupay kama rahe hai iske review bhi dekhe maine bhaut se people ne comment ke madhyam se bataya ki unone iss site se survey kar kitne paise kamaye dusro ki ku me apni hi baat karta hu me khud iss site se paise kamata hu aur maine isse 2 baar payment recive kiya hai






Paidviewpoint hame online survey karne ke paise deti hai per survey complet karne ke 1$ deti hai jab apke account me 14$ ho jaaye to ap paypal,payza ke madhym se payment apne bank account me le sakte ho apko eak din me 8 se 10 survey karne hote hai





Ap pagviewpoint par apne dosto ko invite kar ke bhi paise khama sakte ho agar apki reffer link se koi singup karta hai to apko turant 25$ milte hai aur jisne apke diye hue reffer link se sing up kiya hai usko bhi 2$ milta hai me reffer karke hi 30$ se 35$ roj kamata hu




Online Survey karke internet se paise kamane jita aasan kaam apko kahi aur nahi milega bhaut si site hoti hai jo real me paisa deti hai jaise clixsen,freelancer lekin inse paisa kamane ke liye hame bhaut mehanat karni padti hai aur bhaut time jata hai lekin pagviewpoint par ap online survey nahi karoge to bhi chalega apko paise bina kaam kiye hi milne lag jaayege






Paidviewpoint hame har eak reffer ka 25$ deta hai ab ap hi sochiye kya ap roj ka bhi 1 admi ko paidviewpoint me singup karawoge to apko roj 25$ milege aur mere hisaab se roj ka 25$ kam nahi hota apko aur kahi job karne ki jarurt hi nahi padegi ab he ap par nirbhar hai ki ap kis tara se logo ko singup karwate ho


Online Survey karke paise kaise kamaye




Ab me apko bataungi ki pageviewpoint par account kaise banaye me apko step by step account banane ke baare me bataunga


Niche diye hue link par click kare ab ap paidviewpoint site par pahunch gaye ho waha apko sing up now ka option dikhai dega uspar click kijiye apke saamne eak form open hoga usme apko niche di hui ja kari fill karni hai


Paidviewpoint


(1) isme apko apni e-mail id daalni hai


(2) isme return wahi e-mail id daalni hai jo apne upar daali hai

(3) isme apko koi bhi paasword daalna hai (paasword wahi daalna hai jo apko yad rahe)

(4) isme return wahi paasword daalna hai

Ab niche apko i am not a robot par click karna hai jab yes ka symbol dikh jaaye tab sing up now par click kar dijiye ab apke samne eak new window open hogi apko usme bhi apki kuch ja kari fill karni hai yad rakhiye ap jo jaan kari fill kar rahe ho wo apko yad hone caahiye ku ki apko jo survey diye jaate hai wo quation ke hote hai aur jada tar quation apko upar hi hote hai




Sing up par click karne ke baad apko waha new window me niche di hui jankari fill karna hai



(1) isme apko apka name daalna hai

(2) isme apko apna address daalna hai

(3) isme apko apki age daalni hai 

(4) isme apko birthdate daalna hai

(5) isme apke city ka name daal dijiye

(5) isme apke city ka pin code no. Ya zip code daal dijiye

(6) isme ap kya kaam karte ho us option ko chune 

(7) isme apko apki education daalni hai (ap kitne tak padhe ho)



Itna fill karne ke baad sing up now par click kar dijiye ab ap sucessfully paidviewpoint me reguster ho gaye ho ab apko diye hue survey complet karne hai aur paise kamane hai apko 1 survey complet karne ka 1$ milta hai ap din me aise 8 se 10 survey kar sakte ho ab ap paise kamana start kar sakte ho





Agar apko jada paise kamana hai to ap apne dosto ko reffer karke bhi kama sakte ho agar koi add nahi bhi hua to bhi apko chinta karne ki jaruart nahi hai ap survey complet kar ke 7$ se 8$ roj kama sakte ho aur jab apke account me 15$ ho jaaye to ap unn paiso ko apne paypal ke jariye bank account me le sakte ho




Dosto maine apko online survey karke internet se paise kaise kamaye ka jo tarika bataya hai iss tarike se ap aasani se ghar baith internet se paise kama sakte ho internet se paise kaise kamaye iska jawab to ab ap logo ko mile gaya hoga fir bhi koi sawaal puchna ho to ap hame e-mail from se msg kar sakte ho

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share: