paise kamaye लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
paise kamaye लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
paise kamaye लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
paise kamaye लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

13 अप्रैल 2020

Hindi Words Padh Kar Paytm Cash Kaise Kamaye

hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye


hindi words padh kar paytm cash jaise kamaye


hello dosto aaj me iss post me apko free paytm cash ki trick batane wala hu jisme ap simple hindi words ko padh kar paise kama sakte hai to chaliye jante hai hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye




dosto paytm cash tricks to apne bhaut si dekhi hogi aur use bhi kiya hoga lekin bhaut si trick work nahi karti he aur kuch application bhi hote he jisme game khel kar ya fir third party apps download kar ke paytm cash kama sakte ho



lekin dosto aisi bhaut si apps playstore par he jisme se 80% application fake hoti hai agar apne aisi apps par kaam kar bhi liya to wo apko paise nahi dege aisi bhaut hi kam app hoti hai jo real cash deti hai



dosto iss post me main apko aise hi ek app ke baare me batane wala hu jisme apko simple sa kaam karna hai aur wo apko paytm cash degi me proof ke saath bataunga apko and maine khud iss apps se rs. 1200+  se jada earing ki hai to chaliye dosto jante hai uss app ke baare me puri jankari



words padh kar paytm cash kaise kamaye 



dosto me jis app ki baat kar raha hu uss app ka name U Speak We Pay hai dosto yaha app bhaut hi alag earning app hai isme apko na hi koi application download karna hai na hi koi survey fill karna hai ap bina kisi pareshani ke iss application se daily Rs. 300 se jada paise kama sakte hai apko din ka sirf 2 hours dena hai


U Speak We Pay App Kaise Use Kare


dosto me apko niche step by step bataunga ki isme apko sign up kaise karna hai and account kaise banaye iske baare me


requirment:-

1. android mobile
2. internet data
3. paytm id ( With Fully KYC linked)
4. Reffer Code ( Use This Reffer Code)


dosto agar apke paas upar batai gai saari chije hai to ap aajse hi paise kamana shru kar sakte ho iss app se ghar baithe



dosto sab se pahale apko niche diye gaye link par click kar ke app ko download kara hai

• Click Here:- U Speak We Pay


jaise hi ap application ko download karoge apke saamne sign up karne ka option ayega apko us par click karna hai


sign up par click karne ke baad apko email id daalne ko bola jayega apke paas jo bhi email id hai wo daal dijiye


jaise hi ap email id daaloge abhi yaha se apka Account create karne ka process start hoga dosto abhi apko niche screenshoot me diye gaye tarike se puche gaye saare details fill karna hai 


dosto jaise hi ap email id se sign up karoge to kuch iss tarike ka page open hoga ap niche screenshoot me dekh dakte ho


1. language:- isme apko apki wo language daalni hai jo ap aache se bol sakte ho matlab apki native lagnguage



2. how old you: isme apko apki age daalni hai



3. Are You:- dosto isme apko apka gender select karna hai agar ap male ho to male slecet karo agar ap female ho to female option select karo



4. qualification:- isme apko apna qualification daalna hai matlab ap kaha tak padhe ho ex. 10th, 12th yaha isse aage B.A e.t.c


5. Enter Your District:- isme apko apne district ka name daalna hai



6. enter referral code:- isme apko referral code daalne ko bola jayega dosto referral code daalna bhaut jaruri hai main apko niche jo code de raha hu wahi apko daalna hai



copy referral code:- MIWCWX

7. paytm number:- dosto sab se jaruri apko apna paytm number daalna hai jo KYC linked hai



dosto he sab information fill karne ke baad done par click kar dijiye apka kaam ho gaya ab apko bas paise kamana hai wo kaise me apko niche bata raha hu aur isme kya karna hai or paytm me paise kaise aayege wo saari jankari niche me apko bataunga



dosto apko kuch nahi karna hai jab ap iss app me jaawoge apke saamne ek mic ka symbol dikhai dega ap niche screenshoot me dekh sakte ho apko uss par tap karna hai aur upar diya gaya sentence padhna hai jo bhi likha hua hai uss words ko padhna hai pura



dosto U Speak We Pay app apko 1 sentence padhne ka 0.15 rs deti hai agar apko gujrati, kannad, telgu aata hai to apko uss language me padhne ke 0.25 milege dosto yaha bhaut hi simple work he isme kuch nahi karna hai sirf words padhne hai


paytm me paise kaise milege:-


dosto paytm me paise apko har dusre din mornimg me 10 AM se pahale diye jaate hai jab apke 25 rs ho jayege apke paytm me automatic 25 rs mile jayege dosto ye koi fake application nahi hai main khud iss app ko kaafi time se use karta hu aur ye app 100% payment deti hai


dosto aaj maine apko hindi words padh kar paytm cash kaise kamaye iske baare me bataya hai ap upar bataye gaye tarike se simple kaam kar le words ko padh kar aasani se paytm cash free me kama sakte ho

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

4 मई 2018

Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye (Top) Tarike 2018

Android mobile se paise kaise kamaye 




Internet se paise kamane ke bhaut se tarike hain lekin me apko aaj (android mobile se paise kamane ke tarike) batane waala hu aaj main apko android mobile se paise kamane ke (top) tarike bata raha hu jiski help se ap paise kama sakte ho


Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye



Apne internet par jada tar laptop se paise kaise kamaye computer se paise kaise kamaye or internet se paise kaise kamaye he sab search kiya hoga lekin kya such me apne kabhi mobile se paise kaise kamaye ke baare me search kiya hain lekin aaj me apko bataunga mobile se paise kamane ke baare me

● Airtel Me 30 Gb Free Internet Kaise Paye

● Idea Ki Sim Me 30 Gb Free Internet Kaise Paye

mobile se paise kamana bhaut aasna kaam hai ap android mobile se 2 se 3 hours work kar ke weekly 2000 se 3000 Rs. tak paise kama sakte ho aur daily 500 se 1000 Rs tap ap paise kama sakte ho to chaliye jante hai android mobile se paise kamane ke tarike kitne hai?





google play store me apne bhaut se apps dekhe hoge usne paise kamane ke apps bhi hote hai lekin kuch apps fake hote hain aur kuch real lekin mobile se paise kamane ke liye konse apps fake hai aur konse true he ye jana mushkil ho jaata hai





Lekin aaj me apko yaha android mobile se paise kamane ke liye Top 5 apps ke baare me bata raha hu iss apps se ap daily 500 se 1000 Rs. Tak Paise kama sakte ho ne niche uss apps ki jankari apko bataunga aur mobile apps se paise kaise kamaye wo bhi bataunga




Dosto me yaha apko step by step bata raha hu android mobile se paise kamane ke baare me aur apps se paise kaise kamaye ke baare me





(1) Google opinion reward:- 

Dosto google opinion reward google ka official app hai isliye ap ankh band karke iss apps se paise kama sakte ho ye apko dhoka nahi degi me apko bata du isme hame survey complet karne ke paise milte hai aur 1 survey complet karne ke google hame 1$ tak deti hai kamaye hue paise ap paypal se le sakte hai





(2) News Dog :-

News dog aaj kal bhaut teji se growth ho raha hai news dog eak news se related apps hai isme ap news padh kar, games khel kar, link share kar ke, dosto ko invite karke inn tariko se ap news dog se paise kama sakte ho kamaye hue paise paytm se withdrow kar sakte ho





(3) Cash boss :-

Cash boss bhi paise kamane ke liye eak bhaut aacha app hai ap iss app se aacha paisa kama sakte ho isme ap dusre apps downlode kar ke aur diye hue offer complet kar ke paisa kama sakte ho kamaye hue paise ap paytm se le sakte ho





(4) Earn money app :-

Earn money app se bhi ap kaafi acha paisa kama sakte ho isme bhi ap apps downlode karke paise kama sakte hai aur saath me kuch website par visite karne ke bhi paise milte hai saath mr survey complet kar ke bhi ap acha paisa kama sakte ho earn money app se






(5) Earntalk time:- 

earntalk time app bhi aacha hai iss app se ap alag alag tarike se paise kama sakte ho for example:- dusre apps ko downlode karke paise kama sakte ho survey complet kar ke paise kama sakte ho aur dosto ko invite kar ke aur jada paise kama sakte ho


● Facebook Se Paise Kaise Kamaye 150$ - 200$ Per Month

● Internet Se Ghar Baithe 25$ Per Day Kaise Kamaye

Maine apko upar bataye hue saare apps android mobile se paise kamane ke liye best hai ap inn apps ka upayog kar ke mobile se paise kama sakte ho





Maine bataye hue apps ki help se ap android mobile se paise kama sakte ho maine apko android mobile se paise kamane ke best (top) tarike bataye hai ap inn apps se acha paisa kama sakte ho 

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share: