top 5 best photo editor app for android
Hello friends aaj main apko top 5 best photo editor app ke baare me batane wala hu android ke liye photo editor app ke baare main apko bataunga jisse ap bhi ek professional photo editor ban sakte ho
Dosto social media ki iss duniya me aajkal sab ko smart dikhna hain and sab se attractive dikhna hain iske liye log apni picture ko ek new look dene ke liye or uss pic ko aur bhi aacha banane ke liye photo editor download kar ke use karte hain jisse wo apne mobile ke camere se nikali hui photo ko aur aacha bana sake aur ek new look de sake
Waise to playstore par aisi bhaut si photo editor ki apps hoti hain jo photo edit karne ka daawa karti hain lekin usme wo sab kuch nahi hota jiski hame jarurt hoti hain jaise hame kisi photo ka size kam karna hain to aur usko aacha look bhi dena hain to uss app me ap sirf apna look change kar sakte ho photo ka size kam nahi kar sakte agar apko photo ka size kam karna hai to apko dusra app download karna padta hain
Dosto hame photo edit karne ke liye ek aise app ki jarurt hoti hain jisme photo ko edit karne ke saare option ho and aisi apps play store par bhaut saare me usme se me apko yaha niche top 5 apps dunga usme se apko jo bhi app pasand aaye usko download kar ke ap usse use kar sakte ho free me
Top 5 Photo Editor Apps For Android
(1) PicsArt:- first number par picsArt ko hi lunga me ku ki dosto ye playstore ka bhaut hi best photo editor app hain jiske abhi ke user 500+ se bhi jada hain and ye 32mb ka application hain jo ki ek bhaut aacha app hain isme ap apni pic ko aasani se edit kar sakte ho isme apko bhaut se feature milege new effects, sticker, hair colour change karna ho to wo bhi kar sakte ho and isme ap collages create kar sakte ho aur bhi bhaut saare option apko picsArt isme milege
(2) Beautyplus- dosto beauty plus app ko jada ladkiya use karti he apne photo par glow laane ke liye and skin colour bright karne ke liye and beauty plus me apko funny cute sticker milege and colorful filters ke saath natural skin tone milega jisse ap apne skin par darkness hain wo remove kar sakte ho iss app se and isko 100+ million se bhi jada logo ne download kiya hain
(3) Photo Lab Picture Editor:- isme bhi apko bhaut saare features milege jaise neural art style, photo frames, photo effec, photo filters aise bhaut se new features apko use karne ko milege isme and dosto iss app ko bhi 100+ million logo ne download kiya hain and iss app ki size 39mb hain ap isse bhi try kar sakte ho
(4) Snapseed:- dosto snapseed google ka free photo editor app he jisse google ne create kiya hai ap isko bhi use kar sakte ho apni photo ko edit karne ke liye and isme bhaut hi aasan tarike se bataya gaya hai bhaut fast kaam karta he ye app isme apko saare features mil jayege jo ek photo editor app me hone cahiye and dosto isko bhi 100+ million se jada logo ne download kiya hua hain iss app ki size 23 mb hain iski rating 4.5 he jo ki bhaut aachi rating hai
(5) Pixlr:- dosto pixlr ek new editor app hai logo ko ye app aacha bhi lagta hai isme apko picsart ki jaise hi saare features milege jaise pic ko crop karna usme colorful effect dena aur bhi bhaut se options apko isme dekhne ko milege iski size 28 mb hai and isko 50+ million logo ne download kiya hua hain
So dosto aaj maine apko top 5 best photo editor app ke baare me bataya hai jisse ap use kar ke apni pictures and image ko aur bhi jada attractive bana sakte ho and isse instagram and facebook jaisi social media sites par upload bhi kar sakte ho and
Dosto ye post apko kaisi lagi muje comment kar ke jarur batana and iss post ko apne friends ko bhi share jarur karna niche share button dikh jayege apko