indexed through blocked by robots.txt problem solve kaise kare
Hello blogger aaj me apko robots.txt se judi ek problem ko solve karne ke baare me bataunga jisme me apko indexed though blocked by robots.txt problem ko solve kaise kare iske baare me batane wala hu he problem kyu aarahi he isko thik kaise kare puri jankari me apko iss post me bataunga
dosto jab se new search console aaya he kuch na kuch problem blogger users ko face karne ko mile rahi hai jaise post indexing problem, 404 error, breadcrumbs error aur sab se jada problem robots.txt se jude aarahe hai isme lable se judi problem aarahi to to kabhi blocked by robots.txt jaisi problem aarahi he
dosto agar apke paas bhi aisa koi notification aaya hai jisme apko robots.txt se judi issue show ho rahe he to isme chinta karne ki koi baat nahi he yah normal problem hai jo aaj me apko bataunga isko kaise solve karte hai
dosto robots.txt ek aisi file hoti hai jo google search engine ko batati hai ki unko kya indexed karna hai aur kya indexed nahi karna matlab apke blog me jitne bhi post lable hai agar ap apne blog ke andar ka koi post ya fir lable google me index nahi karwana cahate hai to ap robots.txt ke madhyam se uss post, lable, category, tag ko block kar sakte ho aur google ko bata sakte ho ki hame isko allow (indexed) nahi karwana hai
dosto he koi bhaut badi problem nahi hai indexed though blocked by robots.txt ka matlab hota hai ki apne robots.txt me category and tag ko indexed (allow) karne ki premission di hai aur iski waje se hi he problem aati hai apko category, tag ko disallow karna hoga uske baad he problem slove hogi
dosto category, tag ko disallow karna bhaut aasan hai apko apke website ke robots.txt me thoda sa badlaaw karna hai uske baad apki he broblem solve ho jayegi aur apko iske related koi issue dikhai nahi dega
apko me niche step by step bataunga ki robots.txt me tag, category (lable) ko disallow kaise karte hai
step 1:- dosto apko apne blogger ke deshboard me jaana hai uske baad settings me jaaye apko niche search preferences ka option dikhai dega usko click karna hai
blogger deshboard>> settings>> search preferences
step 2:- search preferences me jaane ke baad apko niche screen scroll karna hai abhi apko niche custom robots.txt ka option dikhega ap niche screenshoot me dekh sakte ho
dosto apko bas last me diye gaye sitemap me "yoursitename" ki jaga apke site ka url daalna hai aur disallow me category and tag ko disallow kar dena hai matlab noindex karna hai aur niche save par click kar ke save kar dena hai ho gaya abhi apke robots.txt file me indexed though blocked by robots.txt problem solve ho gai he
dosto abhi apko search console me indexed though blocked by robots.txt problem show nahi hoga ap iss tara se iss problem ko aasani se solve kar sakte he iss problem ki waja apke robots.txt file me category and tag allow hona hai isko disallow kar dijiye
• HTML Coding Ke Bina Apps Or Application Kaise Banaye
• Blog Aur Website Responsive Hai Ki Nahi Kaise Pata Kare
• conclusion:-
dosto aaj maine apko indexed though blocked by robots.txt ki problem kaise solve karte he blogger me iske baare me bataya he ap iss problem and issue ko aasani se solve kar sakte ho upar bataye gaye jankari se apko mujse kuch puchna he to comment me jarur puchiyega
robots.txt kya hai:-

indexed though blocked by robots.txt problem kya hai
dosto he koi bhaut badi problem nahi hai indexed though blocked by robots.txt ka matlab hota hai ki apne robots.txt me category and tag ko indexed (allow) karne ki premission di hai aur iski waje se hi he problem aati hai apko category, tag ko disallow karna hoga uske baad he problem slove hogi
category & tag ko robots.txt me disallow kaise kare
dosto category, tag ko disallow karna bhaut aasan hai apko apke website ke robots.txt me thoda sa badlaaw karna hai uske baad apki he broblem solve ho jayegi aur apko iske related koi issue dikhai nahi dega
apko me niche step by step bataunga ki robots.txt me tag, category (lable) ko disallow kaise karte hai
step 1:- dosto apko apne blogger ke deshboard me jaana hai uske baad settings me jaaye apko niche search preferences ka option dikhai dega usko click karna hai
blogger deshboard>> settings>> search preferences
step 2:- search preferences me jaane ke baad apko niche screen scroll karna hai abhi apko niche custom robots.txt ka option dikhega ap niche screenshoot me dekh sakte ho
step 3:- itna karne ke baad apko change par click karna hai apke saamne ek box open hoga jisme apko niche diya gaya robots.txt file copy kar ke daal dena hai
User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search
Disallow: /category/
Disallow: /tag/
Allow: /
Sitemap: https://yoursitename.com/sitemap.xml