21 नव॰ 2018

Blog Par Traffic Badhane Ke Top 5 Tarike In Hindi - 2018

Blog par traffic badhane ke top 5  tarike


Blog Par Traffic Badhane Ke Top 5 Tarike In Hindi



Blog par traffic kaise badhaye? Ye sawaal sabse importent hai khaas kar un logo ke liye jo new blogger hai blog par agar visitor nahi aaye aur traffic nahi badhi to uss blog ka koi matlab hi nahi hota agar aap log blogging se paise kamane ki cahaat rakhte ho to uske liye blog par traffic hona bhaut jaruri hai isliye main iss post me aapko blog par traffic badhane ke top 5 tarike batane waala hu 





Dosto bina traffic ke blogging karna matlab bina petrol ke car chalane jaisa kaam hai matlab agar hamare blog par traffic hi nahi hoga to blogger par post daalkar wakt barbaad karne ka koi matlab nahi hai aur ham itni mehanat kar ke blog post likhte ho aur uss par traffic hi naa aaye koi visitor hamare blog post ko naa dekhe to hame bhaut bura feel hota hai isliye blog par traffic badhana bhaut jaruri hai


Blog par traffic kaise badhaye (puri jankari)



Dosto main aaj apko aise tarike batane wala hu jisse aap apne blog par 1 days main 1000 se bhi jada visitor badha sakte hai main apko 5 tarike bataunga unn tarike ko aap follow karoge to i sure aapke blog par traffic badhegi new blogger matlab jissne new blog create kiya hai aur uske blog par traffic bikul bhi nahi hai wo niche bataye gaye tariko ko follow kar ke apne new blog par traffic la sakte hai

● Auto Blogging Kya Hai? Iske Fayde Aur Nuksan

● Facebook Se Paise Kaise Kamaye 100$ - 150$ Per Month

Dosto main jo tarike apko batane wala hu wo world ke popular social network sites hai agar aap ek new blogger hai to apke liye ye tarike bhaut hi helpful saabit hone waale hai google se aapke blog par traafic bhaut kam aati hai to aap inn tariko ka upayog kar ke blog par traffic badha sakte ho agar aap google se traffic lana cahate hai to uske liye apka blog fully SEO hona cahiye isliye jab tak ap SEO ke baare main jankari pata nahi kar lete tab tak aap inn tariko se apne blog par traffic badha sakte h




To chaliye jaante hai wo 5 tarike jisse aap apne blog par unlimited traffic badha sakte  ho


Blog par traffic badhane ke 5 tarike in hindi



1. Facebook:- world main sab se popular social network site facebook hai facebook par daily 100,000,00 se bhi jada log online hote hai agar aap facebook par apne blog post share karoge to sochiye apke blog par 1 din main kitne visitor aayege isse facebook se blog par traffic badhana bhaut hi aasan ho jata hai ap facebook se bhaut tariko se traffic badha sakte ho jaise popular fb group main blog post daalkar aur apne blog ka fb page bana kar ke bhi aap apne blog par traffic badha sakte ho




2. Twitter:- social network ki duniya me twitter bhi bhaut hi popular hai agar aap apne blog post ka link twitter par share karoge to waha se bhi apke blog par bhaut traffic aayegi apko bas apna blog post ka link copy karna hai aur twitter par uss link share karna hai isse koi bhi link par click kar ke apke site par aayega jisse apki traffic badhegi




3. Google plus:- google plus google ki hi service hai waise to facebook aur twitter bhi google ki hi service hai dosto aap google plus se bhi apne blog par traffic paa sakte ho google plus facbook ki tara hi ek social site hai jis par aap post share kar sakte ho aur india main bhi bhaut se log google plus ka upayog karte hai aap apne blog post ko google plus par post kar ke aacha traffic increse kar sakte hai




4. Whatsapp:- blog par traffic badhane ke tariko main whatsapp sab se aacha tarika hai ku ki whatsapp aajkar sab use karte hai agar aap 10 se15 whatsapp group bhi join karoge aur unn sab post par apne blog ka ek post share karoge to unn whatsapp group main se minimum 100 log to daily apke blog par jarur aayege isse apke blog ki traffic badhegi




5. Pinterest:-  dosto pinterest ek aisi site hai jiss par log photo website ki link share karte hai agar apko pinterest se blog par traffic paana hai to apko pahale pinterest par email id se account banana padega uske baad apni website ko pinterest se connect karna hoga fir apne blog post ki link pinterest par share karna hai agar google par koi apke blog post se releted kuch search karta hai to pinterest apke share kiye hue blog post ko dikha deti hai 

Isse apke blog par traffic bhi badhti hai aur apko isse backlinks bhi bante hai 



So dosto blog par traffic kaise badhaye ke baare me aaj maine apko bataya hai inn bataye gaye tariko se new blogger bhaut hi jada traffic apne blog par badha sakti hai aur saath main old blogger bhi iss tarike se aachi traffic apne blog par laa sakte hai



Dosto aaj maine apko blog par traffic badhane ke top 5 tariko ke baare main jankari iss post me batai hai inn tariko se koi bhi blogger apne blog par traffic badha sakta hai

• blog se broken link check/remove kaise kare

agar apko he post pasand aai ho to isse facebook, twitter par jarur share karna aur agar post ke baare main kuch puchna ho to muje comment main aap puch sakte ho






Naresh Suryawanshi
Naresh Suryawanshi

This is a short biography of the post author. Maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec vitae sapien ut libero venenatis faucibus nullam quis ante maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec.