SEO लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
SEO लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
SEO लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
SEO लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

26 दिस॰ 2019

Blog Se Broken Link Check/Remove Kaise Kare - 2019

blog se broken link check/remove kaise kare





hello dosto aaj me apko blog se broken link remove kaise kare iske baare me batane wala hu aaj me apko bataunga ki kaise ap apne blog and website se broken link check kar ke usko remove kar sakte ho




dosto agar ap bhi ek blogger he to apko apne blog par search engine se traffic lene ke liye apne blog ko seo friendly rakhna bhaut jaruri he apke blog me broken link he to he search engine ke najariye se yaha sahi nahi maana jata broken link ki waje se search engine ka effect apke site par padta he apki ranking down ho sakti he aur iski waje se apki traffic par bura aasar ho sakta hai


broken link kya hai ?


dosto broken link usse kaha jata he jis link par click karne se 404 error aata he ya fir koi aur error show hota he broken link ka matlab aisi link jo dead link hoti he usse open karne par uss link me jo jankari he wo show nahi hoti uski wajaye 404 ka error show hota he


dosto broken link waise to bhaut tarike ke hote he jaise 404,501,timeout,bad host, e.t.c
seo ke najariye se isko remove karna bhaut jaruri hota he



dosto broken link generat kaise hota he and isko remove kaise kare isko jara jaan lete he broken link apke old link me badlaaw karne ki waje se ho sakta he matlab apne koi post likha and usme kuch dino ke baad uss likhe hue post me apne badlaaw ka kuch changes ki to wo apki old link google se remove ho sakti he and uski jaga par 404 not found aajata he iss tara se apke blog par broken link generat hoti he


broken link check kaise kare


sabse pahale apke blog me kitne broken link he isko check karna jaruri he me apko niche step by step bataunga ki broken link check kaise kare



step 1: sab se pahale ap brokenlinkceck iss link ko click kar ke visit kijiye


step 2: ab apke saamne ek new page open hoga niche screenshoot me ap dekh sakte ho

broken link check kaise kare


step 3: ab apko side me dikhai de rahe box me apne blog/website ka url daalna he

ex. http://example.com/

step 4: blog link daalne ke baad niche dikh rahe (find broken link) button par click kijiye

step 5: button par click karne ke baad ek new page open hoga


1. Enter your URL: blog ka url daaliye

2. Security code: side me dikh rahe code ko box me type kijiye



itna karne ke baad "find broken links now" par click kijiye apke saamne wo saare broken link show hoge jo apke blog or website me maujud he iss tara se ap apne blog me kitne broken link hai check kar sakte ho


abhi me iss broken links ko remove kaise kare iske baare me bataunga niche



blog se broken link remove kaise kare


dosto broken link ko remove karna bhaut aasan he apko sab se pahale uss broken link ke url ko fine kar ke usse apne clip board me copy karna hai




Broken URL Check kaise kare iske baare me abhi maine apko bataya he ap screenshoot me dekh sakte ho jaha url likha hua he uss par click kijiye apko wo url mil jayega jo broken url hai


Step 2: Dosto URL copy karne ke baad search console par jaiye ya fir sidha iss URL Removal link par click kar ke ap link romove waale tool par jaa sakte ho


blog se broken link remove kaise kare


step 3: dosto abhi apne jo broken link copy ki thi usko iss box me paste kar dijiye and uske baad "jaari rakhe" par click kijiye apka broken link google se remove ho jayega

dosto ap iss tara se blog se broken ko ko bhaut aasani se remove kar sakte ho search console ki help se



dosto aaj maine apko blog se broken link check kaise kare aur broken link ko remove kaise kar iske baare me bataya he ap upar batai gai jankari se aasani se apne blog se broken remove kar sakte ho



Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

27 जून 2019

Blog Post Ka Font Size Change Kaise Kare Css Coding Se

Blog post ka font size change kaise kare css coding se


blog post ka font size change kaise kare css coding se


Hello dosto main apko aaj iss post me bataunga ki kaise ap apne blogger post ka font size change kar sakte hai wo bhi css coding se kuch hi few second main bhaut hi simple tarika main apko aaj bataunga aur aise css code dunga jisse ap apne blog ka font size change kar sakte hai




Dosto blogging karte wakt hame bhaut si chijo ka dhyan rakhna padta hai jaise hamare likhne ka tarika and artical SEO friendly hona bhi jaruri hai iske saath hi ek chij bhaut jaruri hoti he aur wo hai hamare blog post ka look ji ha dosto ham jitna bhi aacha artical likhe agar hamare artical ka font aacha na ho font size balance me na ho to visitor apki site ko jada like nahi karege





Agar apke blog post ka font jarurt se jada bada hai ya jarurt se jada chota hai to isse apke visitors ko apka blog post padhne me problem ho sakti hai aur ho sakta he wo baad me apke blog ko visit na kare isliye bhaut jaruri hai font ki size par dhyan dena aur saath me font style bhi jaruri hota hai jisse apka blog post aur bhi attractive dikhega





Main jo tarika apko batane wala hu usme na apko apne blog tenplate main changes nahi karna hai apko bas niche diye gaye css code ko apne blog template ke css ke andar daal dena hai dosto ye tarika main blogspot blogger ke liye bata raha hu wordpress ke liye nahi


Blog post ka font size change kaise kare



Lekin abhi ham font size ki baat kar rahe hai to me apko isse change karne ka tarika bata deta hu niche step by step aur apko unn step ko follow karna hai bas




(1) step 1:- first apko blog ke deshbord me jana hai uske baad theme>>customize par click karna hai fir ek new tab open hoga



(2) step 2:- new tab main apko apki theme dikhai degi aur uske upar ek black tabel dikhai dega niche image me dekh sakte hai



(3) step 3:- image main bataye gaye tarike se apko advance par click karna hai uske baad apke saamne 2 options aayege ek theme colour aur dusri css



(4) step 4:- apko css par click karna hai apke saamne ek box open hoga white colour ka apko uss box main niche diya gaya css code daalna hai


body {
 font-family: 'Arial', serif;
}
.post-body{font-size:16px;}


Dosto abhi code ke andar agar apko koi changes karna hai jaise font ka size 16 ki jaga 18 karna hai ya fir 15 karna ho to ap font size ke aage jo 16 hai waha ap apne hisaab se size daal sakte hai




Maine font family ka bhi css code saath main diya hai agar apke font style aacha nahi hai to ap usse bhi iss css code se change kar sakte ho font style change karne ke liye apko code main dikh rahe font family ke aage apne pasand ka font family name daalna hai jaise maine ''Arial'' daala hai aur mere blog par bhi wahi font family hai




Aur agar apko font style nahi cahiye sirf font ka size change karna hai to ap niche diye gaye css code ko copy kar ke css box main daal dijiye


.post-body{font-size:16px;}


Itna hi daalna hai apko fir apke blog post ka font size change ho jayega aur usko ap apne hisaab se change kar pawoge




Dosto maine aaj apko blog post ka font size change kaise kare css coding se iske baare main bataya hai ap iss trick ko jarur use kare aur social media par apne dosto ko bhi iss post ko share kare

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

24 जून 2019

Blog Aur Website Responsive Hai Ki Nahi Kaise Pata Kare 2019

blog aur website responsive hai ki nahi kaise pata kare






Hello dosto main aaj apko ek aisi webaite ke baare me batane wala hu jisss ap apna blog aur website responsive hai ki nahi pata kar sakte ho wo bhi ek click se free me





Dosto blogging karte wakt seo par dhyan dena bhaut jaruri hota hai and seo me sab se importent hota hai blog and website ka responsive hona agar apka blog aur website responsive nahi hai matlab apke browser ya kisi aur ke browser me and dusre divice me thik se opne nahi ho rahe hai to isse apke visitors par bhi and seo par bhi bura aasar padta hai





Dosto agar apka blog and website aache se open hoga and kisi bhi divice me caahe wo bada ho ya chota usme agar fit aayega to aise blog ko koi bhi jada pasand karega aur apki website par log jada der rukna pasand karege isliye bhaut jaruri hai blog ka responsive hona





Abhi me apko niche step by step batunga ki kaise ek website ki help se ap kisi bhi website and blog ka url daal kar pata kar sakte hai ki wo blog and website responsive hai ki nahi





1. Step 1:- first step iss responsinator website ko open kijiye ye ek aisa tool hai jisme ap apne website ki speed and aur bhi bhaut si chije check kar sakte ho





2. Step 2:- jaise hi ap website ko par chale jawoge apke saamne new page open hoga waha apko apne blog aur website ka url daalna hai niche screenshoot me bataye gaye tarike se ap url daal dijiye


Blog Aur Website Responsive Hai Ki Nahi Kaise Pata Kare 2019


3. Step 3:- apke blog ka website daalne ke baad serach par click kar dijiye kuch hi second baad apke saamne apki website ka result aajayega and fir apko waha pata chal jayega ki apki website and blog responsive hai ya nahi




Itna hi nahi waha par apko alag alag divice me apki website and blog ko dikhaya jayega jaise ex. iphone hai and iphone ke andar apke blog and website ka look kaisa dikhega usme pata lag jayega apko aur issi tara android, ipaid, laptop, computer inn sab ke andar website ka look kis tara dikhega wo bhi dekh sakte ho ap iss website me


Blog aur website responsive hai ki nahi check karne waali website


Dosto maine aaj apko bataya ki kaise ap apni website aur blog responsive hai ki nahi check kar sakte ho iske liye aachi website ke baare me maine apko bataya hai jiska use kar ke ap jaan sakte hai blog responsive ke baare me




Aur dosto agar apko he post pasand aai ho to isse facebook, twitter and whatsapp par bhi thoda share kar hi do 😊 and sorry dosto me aaj koi trick ka post nahi daal paya




Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

21 नव॰ 2018

Blog Par Traffic Badhane Ke Top 5 Tarike In Hindi - 2018

Blog par traffic badhane ke top 5  tarike


Blog Par Traffic Badhane Ke Top 5 Tarike In Hindi



Blog par traffic kaise badhaye? Ye sawaal sabse importent hai khaas kar un logo ke liye jo new blogger hai blog par agar visitor nahi aaye aur traffic nahi badhi to uss blog ka koi matlab hi nahi hota agar aap log blogging se paise kamane ki cahaat rakhte ho to uske liye blog par traffic hona bhaut jaruri hai isliye main iss post me aapko blog par traffic badhane ke top 5 tarike batane waala hu 





Dosto bina traffic ke blogging karna matlab bina petrol ke car chalane jaisa kaam hai matlab agar hamare blog par traffic hi nahi hoga to blogger par post daalkar wakt barbaad karne ka koi matlab nahi hai aur ham itni mehanat kar ke blog post likhte ho aur uss par traffic hi naa aaye koi visitor hamare blog post ko naa dekhe to hame bhaut bura feel hota hai isliye blog par traffic badhana bhaut jaruri hai


Blog par traffic kaise badhaye (puri jankari)



Dosto main aaj apko aise tarike batane wala hu jisse aap apne blog par 1 days main 1000 se bhi jada visitor badha sakte hai main apko 5 tarike bataunga unn tarike ko aap follow karoge to i sure aapke blog par traffic badhegi new blogger matlab jissne new blog create kiya hai aur uske blog par traffic bikul bhi nahi hai wo niche bataye gaye tariko ko follow kar ke apne new blog par traffic la sakte hai

● Auto Blogging Kya Hai? Iske Fayde Aur Nuksan

● Facebook Se Paise Kaise Kamaye 100$ - 150$ Per Month

Dosto main jo tarike apko batane wala hu wo world ke popular social network sites hai agar aap ek new blogger hai to apke liye ye tarike bhaut hi helpful saabit hone waale hai google se aapke blog par traafic bhaut kam aati hai to aap inn tariko ka upayog kar ke blog par traffic badha sakte ho agar aap google se traffic lana cahate hai to uske liye apka blog fully SEO hona cahiye isliye jab tak ap SEO ke baare main jankari pata nahi kar lete tab tak aap inn tariko se apne blog par traffic badha sakte h




To chaliye jaante hai wo 5 tarike jisse aap apne blog par unlimited traffic badha sakte  ho


Blog par traffic badhane ke 5 tarike in hindi



1. Facebook:- world main sab se popular social network site facebook hai facebook par daily 100,000,00 se bhi jada log online hote hai agar aap facebook par apne blog post share karoge to sochiye apke blog par 1 din main kitne visitor aayege isse facebook se blog par traffic badhana bhaut hi aasan ho jata hai ap facebook se bhaut tariko se traffic badha sakte ho jaise popular fb group main blog post daalkar aur apne blog ka fb page bana kar ke bhi aap apne blog par traffic badha sakte ho




2. Twitter:- social network ki duniya me twitter bhi bhaut hi popular hai agar aap apne blog post ka link twitter par share karoge to waha se bhi apke blog par bhaut traffic aayegi apko bas apna blog post ka link copy karna hai aur twitter par uss link share karna hai isse koi bhi link par click kar ke apke site par aayega jisse apki traffic badhegi




3. Google plus:- google plus google ki hi service hai waise to facebook aur twitter bhi google ki hi service hai dosto aap google plus se bhi apne blog par traffic paa sakte ho google plus facbook ki tara hi ek social site hai jis par aap post share kar sakte ho aur india main bhi bhaut se log google plus ka upayog karte hai aap apne blog post ko google plus par post kar ke aacha traffic increse kar sakte hai




4. Whatsapp:- blog par traffic badhane ke tariko main whatsapp sab se aacha tarika hai ku ki whatsapp aajkar sab use karte hai agar aap 10 se15 whatsapp group bhi join karoge aur unn sab post par apne blog ka ek post share karoge to unn whatsapp group main se minimum 100 log to daily apke blog par jarur aayege isse apke blog ki traffic badhegi




5. Pinterest:-  dosto pinterest ek aisi site hai jiss par log photo website ki link share karte hai agar apko pinterest se blog par traffic paana hai to apko pahale pinterest par email id se account banana padega uske baad apni website ko pinterest se connect karna hoga fir apne blog post ki link pinterest par share karna hai agar google par koi apke blog post se releted kuch search karta hai to pinterest apke share kiye hue blog post ko dikha deti hai 

Isse apke blog par traffic bhi badhti hai aur apko isse backlinks bhi bante hai 



So dosto blog par traffic kaise badhaye ke baare me aaj maine apko bataya hai inn bataye gaye tariko se new blogger bhaut hi jada traffic apne blog par badha sakti hai aur saath main old blogger bhi iss tarike se aachi traffic apne blog par laa sakte hai



Dosto aaj maine apko blog par traffic badhane ke top 5 tariko ke baare main jankari iss post me batai hai inn tariko se koi bhi blogger apne blog par traffic badha sakta hai

• blog se broken link check/remove kaise kare

agar apko he post pasand aai ho to isse facebook, twitter par jarur share karna aur agar post ke baare main kuch puchna ho to muje comment main aap puch sakte ho






Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share: