15 मार्च 2020

(Fb Page) Facebook Page Kaise Banaye - 2020

facebook page kaise banaye 2020





hello dosto aaj me apko facebook page banane ke baare me batane wala hu me aaj apko facebook page kaise banaye iske baare me batane wala hu agar ap bhi ek apna personal fb facebook page banana chahte hai to uski puri jankari main apko iss post me bataunga 


Facebook Page Kya Hai - 


dosto facebook page facebook website ka hi ek part hai facebook page bana kar ham uss me apne business se related jankari post kar sakte he aur apne dosto ko family members ko and other peopel ko page me invite kar ke unko ham apne products ko dikha sakte he 



dosto facebook page kahi tarah ke hote he jaise apka koi business hai and ap uske liye facebook page banana cahate he to ap apne business ke name se page bana kar uss page me apne business se related photos and videos or links share kar sakte ho

agar ap fans page banana cahate he jaise famous celebrity fb page jisme apke fevorite celebrity ki photos daal sakte ho ap aur agar ap khud ka personal fb page banana cahate ho to wo bhi ap bana sakte ho facebook page banana bhaut aasan he

• Facebook Par Unlimited Followers Kaise Badhaye

• Facebook Par Like Kaise Badhaye (working Trick)


facebook page 3 type ke hote hai 

1. personal page
2. business page
3. fan page


1. personal page:- dosto iss page ko log khaas kar khud ke liye banate he agar ap khud ki jankari jaise ap apni baate ya koi photos frds ke saath share karna chahate ho to fb personal page bana kar share kar sakte ho


2. business page:- iss page ko khaas kar business man log banate he agar apka koi business he to ap business page bana kar kahi logo tak apne product ke baare me aasani se bata sakte ho


3. fan page:- iss tara ke page celebrity ke name par banaye jaate he agar ap kisi celebrity ke fan hai to ap unke name ka page bana kar unke photos and videos share kar sakte hai


dosto maine apko upar facebook page kya hai iske baare me bataya abhi niche me apko facebook page kaise banaye ke baare me step by step bataunga

facebook page kaise banaye in hindi


step 1:- sab se pahale apko facebook me log in karna he


step 2:- uske baad apko left side me dikh rahe 3 line par click karna hai line par click karne ke baad apko kuch option dikhai dege

facebook page kaise banaye 2020


step 3:- options me apko facebook page wala ek option dikhai dega apko uss par click karna hai



step 4:- abhi apke saamne create ka ek option show hoga upar ke side me apko uss create waale option par click karna hai




step 5:- create par click karne ke baad apke saamne kuch iss tarah ka page open hoga ap screenshoot me dekh sakte ho niche



step 6:- dosto isme apko apne page ka name daalna hai jo ap apne page ka name rakhna cahate ho wo naam daalna hai uske baad niche dikh rahe next waale button par click karna hai



step 7:- uske baad fir se ek new page open hoga isme apko apke page ki category select karna hai matlab apka page kis baare me hai uske related category apko select karni hai



step 8:- yah saari jankari fill karne ke baad apko next par click karna hai next par click karte hi ap apne new fb home page me aajawoge



dosto iss tara se ap apna khud ka facebook page bana sakte ho bhaut hi aasani se abhi apka facebook page ban gaya he abhi ap isme photos and videos bhi upload kar sakte ho aur apne dosto ko page me invite bhi kar sakte ho bhaut aasani se

• Facebook Se Paise Kaise Kamaye 150 - 200$ Daily

• Internet Ke Bina Facebook Kaise Chalaye In Hindi

dosto aaj maine apko facebook page kaise banaye iske baare me step by step bataya gaya hai apko he post kaisi lagi hame comment kar ke jarur bataiye page banane me koi pareshani aarahi he to me apko apka new page bana kar de dunga


Naresh Suryawanshi
Naresh Suryawanshi

This is a short biography of the post author. Maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec vitae sapien ut libero venenatis faucibus nullam quis ante maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec.