5 जून 2018

Disable Facebook Account Id Ko Recover Or Unblock Kaise Kare 2018

Disable facebook account ko recover kaise kare




Hello dosto kya apki facebook id disable ho chuki hai aur aap disable facebook id ko recover karne ka tarika dhund rahe hai to aap ek dum sahi jaga par ho me apko is post me disable facebook id ko recover karne ka tarika batane wala hu to chaliye jante hai disable facebook id account recover kaise kare.

● Psiphon pro lite handler se free internet kaise chalaye

● Facebook Se Paise Kaise Kamaye 25000 Rs. Per Month

Facebook account id disable kyu ho jaati hain



Dosto me apko niche facebook account disable or block ku ho jata hai iske kuch importent resone bata raha hu jisse apko samaj me aajaye ki aakhir facebook id disable ku ho jaati hai agar aap niche bataye gaye tips ko follow karoge to aapki facebook id kabhi disable aur block nahi hogi.


(1) facebook par fake link publish karna.

(2) facebook par fake id banana.

(3) facebook par 5000 se jada friend's ko add karna.

(4) facebook par jada group me invite hona.

(5) facebook id me stylish name likhna.


Dosto aur bhi bhaut se reson hai jiski waje se apki facebook id disable ho jata hai agar aap facebook ke terms ko aache se follow nahi karoge to apki fb id to disable ho jaayegi. Lekin agar aapki fb id disable ho chuki hai aur aap facebook id ko enable mera matlab disable ho chuke facebook account ko fir se recover karna caahte hai to isme me apki help karunga is post me bataye gaye tarike se aap disable fb id ko fir se recover kar paawoge to chaliye me apko step by step bata deta hu disable fb account id ko recover unblock kaise kare ka tarika.



Disable facebook account id ko recover karne ka tarika



Step 1:-  first ap Facebook help contact is page ko open kijiye.


Step 2:-  ab apko us page me puche gaye form ko fill karna hai niche bataye gaye tarike se ap form ko fill kar sakte hai.



(1) first apko isme apna mobile number or email address submit karna hai

(2) isme apne facebook id ka full name fill karna hai jo apke disable fb id par hai.


Itna fill karne ke baad browser par click kar dijiye uske baad apko government identity proof manga jayega aap niche bataye gaye government id ka upayog kar sakte hai


(1) pan card
(2) aadhaar card
(3) voter id card
(4) driving license


Upar bataye gaye 4 id me se apko kisi ek id ko select karna hain aur uski image ko is page me uplode karna hai (image me birth date aur apka name wahi hona jaruri hai jo apke facebook id par hain)


Itne fill karne ke baad apko niche ek aur option dikhai dega additional information ka option usme apko kuch words likhne hai jaise disable facebook id ko recover karne ke baare me likh sakte hai. All information fill karne ke baad send ke button par click karna hai ab apke email id par ek email send hoga email recive hone me 24 se 48 hours ka wakt lag sakta hai email apko milne ke baad usme link hoga us link ko open karne ke baad aap aasanj se apni disable facebook id ko fir se recover unblock kar sakte ho.


Note:- apki fill ki hui information apke government id se or fb id se match hona jaruri hai nahi to ap facebook id recover nahi kar payege.


To iss tara se aap upar bataye tarike se disable fb id ko fir se recover kar sakte ho aur unblock kar sakte ho dosto is post me bataye gaye tarike se aap disable hue facebook account id ko fir se recover (unblock) kar sakte ho.

● Twitter Par 1 Din Me 1000 Followers Kaise Badhaye

Maine aaj apko is post me disable facebook account ko recover kaise kare ke baare me bataya hai aap upar bataye gaye tarike ko follow kar diable ho chuke fb id ko or block ya fir hack hue facebook id ko fir se recover kar sakte ho he jankari apko kaisi lagi hame comment me jarur bataye


                 












Naresh Suryawanshi
Naresh Suryawanshi

This is a short biography of the post author. Maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec vitae sapien ut libero venenatis faucibus nullam quis ante maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec.