Hammer Vpn Se Idea Me Free Internet Kaise Chalaye
Hello dosto aaj maine apko hammer vpn se idea me free internet kaise chalaye ke baare main bataunga jisse aap idea me bina paise kharch kijiye free internet chala sakte hai to chaliye jaante hai hammer vpn se free internet kaise chalaye
Dosto hammer vpn bhi ek dusre Droid vpn ki tara kaam karta hai jo ki kisi bhi country ka free data le kar ke apko transfer karne ka kaam karta hai waise to aap kahi tarike se free internet chala sakte hai jaise proxy trick, ip address change karke aur vpn se kahi tariko se aap free internet use kar sakte hai
Dosto hammer vpn se aap sirf idea ki sim main hi free internet chala sakte hai dusre kisi bhi sim main apko free internet chalana hai to aap mera uc UC browser se kisi bhi sim me free internet kaise chalaye ka post padh sakte hai aur aap kisi bhi sim me free internet chala sakte hai
Lekin abhi main apko hammer vpn se free internet chalane ke baare me bata raha hu to main apko step by step bataunga
■ Requirment:-
1. Android phone
2. Idea ki sim (4G,3G,2G)
3. Hammer vpn app
4. Aut mera guid
Upar bataye gaye requirment agar aapke paas hai to aap aasani se free internet ka maja le sakte hai
Step 1:- first apko play store se Hammer vpn app ko download karna hai aur usse open karna hai
Step 2:- uske baad ek page open hoga jisme apko choti setting karna hai niche jaise main bataya hai waise hi setting kare
(1) Ports main apko 55895 ya fir 55188 daalna hai
(2) Uske niche Repors main apko -0 daalna hai
Abhi iss setting ko save kar dijiye aur data ko on karke internet chala kar dekhiye apke idea ki sim main free internet chalne lag jayega
So iss tara se aap hammer vpn se idea me free internet chala sakte hai dosto maine apne blog par free internet se judi post daalta rahata hu aap mere aur bhi post padh sakte hai meri ye post apko kaisi lagi muje comment kar ke jarur batana
So iss tara se aap hammer vpn se idea me free internet chala sakte hai dosto maine apne blog par free internet se judi post daalta rahata hu aap mere aur bhi post padh sakte hai meri ye post apko kaisi lagi muje comment kar ke jarur batana