Free Recharge Tricks लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Free Recharge Tricks लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Free Recharge Tricks लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Free Recharge Tricks लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

11 मई 2020

*New Offer* Jio Free Recharge Code | Number Trick 2020

jio free recharge code number - 2020



jio free recharge code number 2020


dosto kaisekaretricks me apka fir se swagat hai aaj me apko iss post me jio free recharge ke baare me batane wala hu jisme me apko jio free recharge code number bataunga jo relince jio ki taraf se diye hue official code number hai to chaliye jante hai jio free recharge code number 2020




dosto apko pata hai ki jio ek popular telecom company hai india me sab se jada users jio ke hai iska reason yahi he ki jio apne customer ka aache se dhyan rakhta hai wo apne customer ke liye new - new offers lekar aata hai jaise free internet offer, free recharge offers iski waje se jio popular ho gaya hai




dosto jio ki tara aur bhi jo popular telecom company hai wo bhi apne user ke liye free offers deti hai agar ap koi aur sim use karte hai to maine us par bhi artical likhe hue hai jaise idea, airtel, vodafone free recharge ke upar bhi artical likhe hue hai ap inko bhi padh sakte ho




lekin aaj me yaha par apko sirf jio free recharge code number ke baare me batane wala hu to wahi bataunga 



jio free recharge code number kya hai ?



dosto apke phone me jab ap balance check karne ke liye jo code dile karte ho usko code number (USSD code) bolte he USSD code alag alag hote hai kuch offer ke liye banaye jaate hai jo ki limited time ke liye hote he aur kuch code aise bhi hote he jo perminent hote hai jaise apke sim ka balance check karne ke liye alag hota hai aur free offers ke liye alag code hota hai isko hi free recharge code number kahate hai




dosto me apko niche step by step jio free recharge ke code dunga aur bataunga ki usse ap kaise free me recharge kar sakte ho



* requirment:-

1. smart phone (4G)
2. jio ki sim (4G)
3. sim active honi cahiye
4. aur mera guide



bas ho gaya agar apke paas upar bataye gaye requirment he to ap free data le sakte ho aur last wale requirment ki jarurt nahi he apko



all jio free recharge code number's - 2020



step 1. apko apne jio phone se 1299 iss toll free number par call karna hai

step 2. abhi apse koi ek recharge plan kharidne se baare me pucha jayega

step 3. apko koi bhi ek chota wala recharge karna hai

step 4. jaise hi recharga ho jayega uske kuch hi samay baad 10gb free data ka recharge apko jio sim me ho jayega



jio tv se free data recharge kaise kare



step 1. dosto isme apko play store se jio tv app ko install karna hai


step 2. uske baad app ko open kare


step 3. abhi koi bhi ek tv channel ko open kar ke 2 se 3 min watch karna hai


step 4. uske baad app ko band kijiye aur 10 min wait kijiye

apke jio sim par 10gb data recharge apko mil jayega free me



Myjio app se free recharge kaise kare



step 1. isme bhi apko playstore se my jio app ko download karna hai


step 2. uske baad app open kijiye apko sign up karne ke liye bola jayega

step 4. apko apna jio sim ka number daal kar sign up karna hai


step 5. uske baad voucher section me jana hai


step 6. abhi apko vouchar section me free 1.5 gb data per day ka vouchar show hoga usse open kijiye aur loot lijiye 1.5 gb free data

(Note:- dosto he offer limited time ke liye hi hai)



wheel detergent powder 1 gb free data recharge offer



step 1:- dosto apko market se 1 kg ka wheel detergent powder ka packet kharid lena hai


step 2:- uske baad apko apne jio sim se niche diye gaye number par miss call karna hai

number:- 1800-212-7755


step 3:- jaise hi ap miss call karoge apko ek msg send kiya jayega usme ek link hoga apko uss par click karna hai


step 4:- link par click karne ke baad apko code daalne ke liye bola jayega


step 5:- wheel detergent powder par apko ek code diya jayega uss code ko apko daalna hai


step 6:- jaise hi ap code daaloge apke jio sim par 1 gb free recharge data apko mile jayega




dosto iss tara se ap free recharge apne jio sim par kar sakte ho maine apko upar jio ke official 4 offer bataye he jisse ap free recharge kar ke enjoy kar sakte ho




dosto iss post me maine apko jio free recharge code number bataye he jisse free data apko mil sakta hai dosto iss post me bataye gaye offer official jio ki taraf se diye gaye he muje ummid he ki apko he post pasand ayaa hoga dhanyvad


Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

25 दिस॰ 2019

Jio Recharge Plan Kya Hai (Jio New Plan) 2019

jio recharge plan kya hai jio new plan 2019

Jio Recharge Plan Kya Hai (Jio New Plan) 2019


hello dosto main aaj apko jio recharge plan kya hai iske baare me batane wala hu main aaj apko 2019 ki jio recharge plan list batane wala hu jisse apko jio ke new plan samajne me aasani ho

dosto jio jab se aaya hua he tab se wo customer ko khud ki taraf attract kar raha he jio ke users badhte hi jaa rahe he aise me iska reasone jio ke plan dusre telecom network ke plan se kam cost me hona hai jio ke plan bhaut hi kam cost waale hote he lekin dosto iss baar jio ne apne plan me aisa badlaaw kiya he jisse unke customer ki list kam hone ki sambhaavna hai


jio ne apne recharge plan me bhaut bada badlaaw kiya he 6 december 2019 se yah saare badlaaw jio recharge plan me laagu honge jio ne kya kya badlaaw kiye he and jio recharge plan new list ki wo saari jankari main apko niche bataunga lekin usse pahale jio recharge plan kya hai isko jaan lete hai


jio recharge plan kya hai


dosto recharge plan matlab hamari telecom company caahe wo jio ho idea, airtel he sab apne customer ko data, talktime, sms calling ki service deti hai isko hi jio recharge plan kaha jata hai



jio recharge plan new list



dosto relince jio ne apne recharge plan ki cost badha di he 6 december 2019 se jio ki taraf se recharge plan me badlaaw kiya gaya he main apko niche step by step jio ke recharge plan ki list ke baare me bataunga

Jio New Recharge Plan List 2019

jio recharge plan list 2019 for (1 month)



Price:- 199 Rs
Data:- 1.5GB/Day
Voice FUP:- 1000/Min
Validity:- 28 Days

Price:- 249 Rs
Data:- 2GB/Day
FUP:- 1000/Min
Validity:- 28 Days

Price:- 349 Rs
Data:- 3GB/Day
FUP:- 1000/Min
Validity:- 28 Days


jio recharge plan for 2 month



Price:- 399 Rs
Data:- 1.5GB/Day
FUP:- 2000/Min
Validity:- 56 Days


Price:- 444 Rs
Data:- 2GB/Day
FUP:- 2000/Min
Validity:- 56 Days


Recharge Plan For 3 Month


Price:- 555 Rs
Data:- 1.5GB/Day
FUP:- 3000/Min
Validity:- 84 Days

Price:- 599 Rs
Data:- 2GB/Day
FUP:- 3000/Min
Validity:- 84 Days


Recharge Plan For 1 Year


Price:- 2199 Rs
Data:- 1.5GB/Day
FUP:- 12000
Validity:- 365 Days


Jio Recharge Affordable Plan


Jio Affordable Recharge Plan


Price:- 129 Rs
Internet Data:- 2GB (Only)
Voice Call Min:- 1000
Validity:- 28 Days

Price:- 329 Rs
Internet Data:- 2GB (Only)
Voice Call Min:- 3000
Validity:- 84 Days

Price:- 1299 Rs
Internet Data:- 24GB (Only)
Voice Call Min:- 12000
Validity:- 365 Days


dosto dusre telecom network ke compared jio bhaut aacha he apke liye kyu ki iska recharge rate bhaut hi kam he idea,airtel,vodafone ki tulnaa me aakhir me apki marji apko jo network pasand he usse jud sakte ho ap

• Jio 10Gb Free Internet Trick 2019

conclusion:-

dosto iss tara se ap jio recharge plan ko aasani se jaan sakte ho maine aaj apko jio recharge plan kya hai iske baare me jankari batai he saath me jio recharge plan list bhi maine apko batai hui he yaha new list he jo 2019 ki hai jio ki taraf se aai hui official list hai



Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

14 नव॰ 2019

Jio New Offer | 149 Rs. Recharge Par 300 Min Free

Jio New Offer | 149 Rs. Recharge Par 300 Min Free


jio new offer | 149 rs. recharge par 300 min free



Hello dosto aaj me apke liye jio sim ka new offer lekar aaya hu main aaj apko iss post me jio 149 Rs. Recharge ka new offer batane wala hu jisme jio ki taraf se apko 300 min free milne waale he iske baare me puri jankari iss post me apko batane wala hu


Dosto apko pata hoga jio ne 10 september 2019 ko apne plain me badlaaw kiya tha jisme jio ke saare plain mahange ho gaye the


1 month pahale jio ka IUC charge launch hua tha matlab agar ap jio se kisi aur network par call karte ho to apko 1 min ka 6 paisa dena padta tha isse customer bhaut hi naaraj ho gaye the aur abhi bhi naraaj he isliye jio ne ab 149 rs ke plain me kuch badlaaw kiya he


Jio new offer kya hai


Dosto jio new offer bhaut hi best hai jio ne 149 rs waale recharge par IUC charge ko band kar diya hai matlab ki ab ap kisi ko bhi call karoge jio se other network me to apke paise nahi katege lekin.... Dosto apko sirf 300 min hi free milne waale hai jio ne kaha hai iski validity 24 din tak hogi apko 100 sms free milege iss offer me

jio new offer kya hai


1. Recharge Price:- 149 Rs

2. Total Data:- 36 GB

3. Voice call:- jio to jio unlimited / jio to other network 300 min

4. Sms:- 100 Daily

3. Validity:- 24 days


Dosto apko he jio ka new offer kaisa laga i hope ki aacha laga hoga muje pata he 300 min jada nahi hote agar ap daily 10 min baat karoge to 28 din ke hisaab se 300 min hoge

● Jio Sim Ki Internet Speed Kaise Badhaye In Hindi

● Jio Free Internet Data 100% Working Trick

Dosto aaj maine apko jio new offer 149 rs ke offer ke baare me bataya he apko he post kaisi lagi muje comment ke madhyam se jarur bataye taaki me aur jio ke new offer apke liye laata rahu

Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share:

17 जून 2018

Free Recharge Kaise Kare Kisi Bhi Sim Par (Free Recharg Trick) 2018

Free recharge kaise kare kisi bhi sim par





Hello frds aaj main yaha apko bataunga ki free recharge kaise kare kisi bhi sim par me apko aaj free recharge trick batane wala hu jisse aap kisi bhi sim par free ka recharge paa sakte ho is post me maine apko free recharge kaise kare ki trick batane wala hu




Google play store par aise bhaut se aap hai jo free recharge provide karte hai lekin usme se bas kuch hi apps real hote hai lekin aaj me apko ek aise apps ke baare me batane jaa raha hu jise ham free recharge paa sakte hai or kar sakte hai

● Email Padh Kar Paise Kaise Kamaye Daily 1000 Rs

● Internet Se Free Call Kaise Kare 2018 Trick

Me jis apps ki baat kar raha hu uska naam true balnce app hai jisko million loge ne downlode kiya hai aur saath me million log iss apps se free recharge bhi le rahe hai dosto true balance app hame real me free recharge deta hai maine iss app se 7 dino me 1000 rupess ka free recharge kiya he apne phone me


Free recharge kaise kare ki trick



So dosto me apka aur wakt na lete hue sidha trick par aata hu me niche apko step by step bataunga ki kaise ham kisi bhi sim me free recharge kar sakte hai 




● Step 1:-  Sab se pahale aap True balance App ko downlode kar lijiye app sidha play store par jakar bhi iss app ko downlode kar sakte ho


● Step 2:-   true balnce app ko downlode karne ke baad usse open kijiye ab apko reguster karne ke liye pucha jayega aap apne kisi bhi mobile number se reguster kar sakte hai


● Step 3:-  reguster karne ke baad app ko open kijiye apko waha par referr and earn option dikhai dega apko us par click karna hai uske baad apko waha ek referr code milega usse copy kar lijiye 


● Step 4:-  ab apne jo referr code copy kiya hai isse apne social media for example:- facebook,twitter,google plus,linkdin e.t.c par share kijiye jaise hi apke frd ya fir aur koi bhi iss code par click karke true balnce app downlode karega to apke true balnce app ke account me recharge hota rahega


● Step 5:-  ab apke true balance app me jitne paise hai usse ap recharge ke madhyam se use kar sakte ho apko bas apna mobile number daalna hai aur amount daalni hai thodi der baad apke sim par free recharge ho jayega



Apko ek friend ko invite karne par 10 Rs milete hai to sochiye apne daily 10 friend se bhi true balance app ko downlode karawoge to aap daily 100 Rs tak ka free recharge paa sakte ho

● Opera Mini Se Free Internet Kaise Chalaye 3G/4G Speed Se

● 1 Din Me Twitter Par 10,000 Followers Kaise Badhaye 102% Working Trick

To iss tara se aap kisi bhi sim or mobile par free recharge kar sakte hai iss post me batai gai trick se aap free recharge kar sakte ho kisi bhi sim par aap iss true balnce app se idea,airtel,telenor,relince,vodafon ki sim me free recharge kar sakte ho

● Teen Age Girls Ko Kaise Ladke Pasand Aate Hai (Read Now)

Frds maine apko iss post me free recharge kaise kare ke baare me bataya hai iss trick se kisi bhi sim par ap free recharge kar sakte hai fir agar apko free recharge lene me koi problem aarahi hai to comment me puch sakte ho





Continue Reading
कोई टिप्पणी नहीं
Share: