21 अप्रैल 2018

(Free 4G) Tata Docomo Me Free Internet Kaise Chalaye 100% Working Trick

Tata docomo me free internet kaise chalaye


Tata Docomo Me Free Internet Kaise Chalaye


Hello dosto aaj fir ek free internet ki new trick lekar apke saamne haajir hu aaj me apko tata docomo sim me free internet ki ek 100% working trick ke baare me bata raha hu iss trick se ap tata docomo me free internet chala sakte ho.





Apke paas bhi agar koi tata docomo ki sim hai aur ap usme free internet chalana caahate he to aaj main apko tata docomo sim se free internet ki working trick bataunga jisse ap aasani se free internet ka maja utha sakte ho.

● Free Recharge Kaise Paaye Kisi Bhi Sim Par

● Psiphon Pro Lite Handler Se Free Internet Kaise Chalaye


Bhaut se log muje bolte hai ek sawaal karte he bro ap har wakt airtel me free internet kaise chalaye ke baare me post likhte ho kabhi hamari bhi sunn liya karo to aaj ki ye trick aur ye post unni logo ke liye hai jo tata docomo sim me free internet chalana caahate hai.





Kuch log bolte hai free internet chalana impossibal hai aur mera aisa maana hai ki duniya main kuch bhi impossibal nahi hai ham kuch bhi kar sakte hai main khud apni airtel ki sim me free internet use karta hu maine uske baare me ek post bhi ki thi airtel free internet trick ki i hope ki apne wo trick read ki hogi.





Ham yaha tata docomo free internet ki baat kar rahe he to main apko bata du ki ye ek proxy trick he jo ki 100% working hai aur har stats me work kar rahi hai ap try karke dekh sakte ho main niche unn sab stats ke naam bata diye hai jaha ye trick work kar rahi hai.





Muje bhaut se logo ne kaha hai ki proxy tricks jo hoti he wo jada work nahi karti jitna vpn trick work karte he to me unn logo ko yahi batana caahta hu ki free internet se judi koi bhi trick ho work tab karti he jab usko uska sahi location milta hai mera matlab har proxy code ka ek stats hota hai ek location hota hai.


● Idea Ki Sim Me Unlimited Free Internet Kaise Chalaye 2018


Ham jiss stats me rahate he waha ka proxy code alag hota hai alag alag stats ke alag alag proxy code hote hai aur inn proxy code ki help se ham free internet chala paate hai maine niche wo stats bata diye hain jaha ye proxy trick work kar rahi he ap inn proxy trick se apne tata docomo me free internet chala sakte ho.



Tata Docomo ki sim me free internet kaise chalaye?




Main apko aur bor na karte hue sidha post par aata hu me apko ache se step by step trick ke baare me bataunga jisse apko samja me aaye.





Iski kuch requirment hai jo niche di gai hain.



(1) android mobile
(2) TATA docomo sim (2g/3g/4g)
(3) proxy code
(4) aur hamara guid





Apko apne mobile ki setting me jana hai aur ek new apn create karni hai


(1)Settings (2)more settings (3)mobile network (4)access point name (5) create new apn


New apn me niche bataye gaye step fill karni hai.


Name:- yaha par "phokatgyan"daal dijiye.
Apn:- Tata Docomo Free Internet
Proxy:- 010.124.094.007
Port:- 80



Apko ab iss setting ko save kar dena hai aur apna mobile switch off kar on kar dena hai ab kisi bhi browser me kuch bhi search karke dekh lijiye apke mobile me free internet chalne lag gaya hai ab ap tata docomo sim me free internet jitna caahe utna use kar sakte ho.





[1]Note:- upar di hui trick ek proxy trick hain jo kuch stats me work nahi karti.




(1) Maharastra
(2) Up
(3) Andhra pradesh
(4) Delhi
(5) Karnataka
(6) Kerala
(7) Tamilnadu



Upar maine jo list me stats ke name bataye hai unn sab stats me he free internet trick work kar rahi he.




Fir bhi agar apke stats me he trick work nahi kar rahi aur ap tata docomo me free internet chala nahi paa rahe ho to ap apni city ka aur stats ka naam hame bata dijiye me apke stats ki tata docomo me free internet kaise chalaye ki working trick apko send kar dunga









Naresh Suryawanshi
Naresh Suryawanshi

This is a short biography of the post author. Maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec vitae sapien ut libero venenatis faucibus nullam quis ante maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec.