Hello dosto me apko airtel me free internet kaise chalaye ki trick batane waala hu ap iss trick se airtel ki sim me free internet chala sakte ho me jo trick bata raha hu wo airtel ka offical offer hai jisse hame 2gb free data milta hai
Maine isse pahale bhi free internet se judi bhaut se post likhe hai i hope ki apne wo artical padhe hoge isliye hamne socha ku na aaj eak new trick ke baare me likhe isliye ham ye trick apke liye lekar aaye hai dosto ye airtel ka officel offer hai jisse ham free internet chala sakte hai
● Phisphon Handler Se Airtel Me Free Internet Kaise Chalaye
● Airtel 10 Gb Free Internet Trick
Dosto aaj me apko batane waala hu wo offer airtel ne kuch hi din pahale launch kiya hai aur bhaut se users iska profit bhi utha chuke he aur aaj ap bhi iss free internet ka laabh utha sakte ho aur airtel me free internet chala sakte ho
● Airtel 30gb Free Internet Miss Call Trick
Dosto apko to pata hi hoga Jab se jio sim market main aai hai aacha hi hua hai ku ki isska laabh 4g handset waalo ko to ho hi raha hai saath me hame bhi ho raha hai inn offer ki waje ek ke baat ek new dumdaar offer deti hi jaa rahi taaki ham airtel se jude rahe
● Kisi Bhi Sim Me Free Recharge Kaise Kare (New Trick)
● Idea Ki Sim Me 30 Gb Free Internet Data Kaise Paye
Koi bhi company apna loss nahi dekh sakti Isliye to airtel ne ye new offer launch kiya he apne user ke liye aur airtel hi nahi balki dusre telecom company waale bhi for example:- idea,airtel,vodafone,uninor,aircel ye sab bhi apne user ko free internet ke offers de rahi he
Ab main apko aur bor na karte hue trick ke baare main bata deta hu ye trick only 4G user ke liye hi he so isliye apke paas 4G ka handset hona jaruri he
▶▶▶Requirment:-
(1) airtel (4G ki sim)
(2) android phone 4G supported
(3) aur mera guid
Chalo hamne requirment to jaan liye ab ham aage badhte he aur me har ek step bhaut hi aache tarike se samjaunga apko bas ap ek bhi step miss mat karna
First apko 52122 ye no. Dial karna he ye toll free no. He isliye apko iska koi charge nahi lagega ab ap iss no. Par call karne ke baad call disconnect ho jaayega aur apka phone 4g supported hoga to ek msg aayega
''You got 2Gb 4G data for 30 days'' hurry ab ap airtel ki sim main free internet chala sakte ho aur 30 days tak airtel me free internet chala sakte hk
(Note:- ye offer only 4G handset waalo ke liye hi he)
To aaj maine apko airtel ki sim me free internet kaise chalaye ke baare me bataya hai ab ap airtel me free internet chala sakte ho apko airtel me free internet kaise chalaye ki jankari kaisi lagi hame jarur bataye taaki aisi hi aur trick ki jankari me apko deta rahu