10 मार्च 2018

Facebook Ke Status Msg Comments Ka Colour Kaise Badle

Hello friends aaj main fir eak new trick lekar aaya hu aaj main apko facebook trick ke baare main batane waale hu iss facebook trick mai main apko facebook ke message facebook ke status facebook comments ko colour de kar kaise likhe bataunga

Friends ham facebook par post to karte hi hain but uska colour black hota hain matalb internet ke jada tar writting font black colour ke hi hote hain lekin kitna achaa hota ki ham colour ko change karke bhi post kar sakte haa kar sakte hain dosto ye possibal hain aaj main apko sikhaunga ki facebook ke post ka colour change karke kaise likhe

Dosto main jo yaha apko tricj batane waala hu usse na ki aap sirf post ka colour change kar sakte ho balki ap apne facebook main apne frds ko jo msg karte ho uska bhi colour ap change kar sakte ho aur saamne waale ko surprise kar sakte ho aur ham isse comments bhi colouring main likh sakte hain

Friends ye trick bhaut aasan hain aapko na hi koi app downlode karna hain aur naa hi koi website use karni hain ye trick facebook lite par h kaam karti hain

Ye trick kaam kaise karti hain

Friends apko agar aisa lagta hain ki ham kisi keybord ka use karne waale he to ap galat soch rahe ho koi bhi keybord coloring type main writting ke liye use nahi kar sakte hain aur facebook main to bilkul bhi nahi ku ki facebook ke terms aur rulls bhaut sakt hain jisse koi bhi nahi tod sakta

Lekin aaj ham facebook ke hi kuch code ki madat se facebook ke font ka colour change karege frienda ye code html coding se banaye hue hain jiska use karke ham colourfull post writte karege aur isse apke facebook par koi nuksani nahi hogi ku ki he khud facebook lite main banaye hue codes hain

Eak aur baat ye trick only facebook lite par hi kaam karegi agar aap inn code ka use karke kisi post ka colour badal dete ho to wo saamne waale ko fb lite par hi najar aayega naa hi ye trick facebook ke offical par use hogi aur na hi facebook aap par ye trick only facebook lite user ke liye hi hain aur facebook offical website par ye sirf code najar aayege hamari post black font main hi dikhegi

Facebook ke status msg comment ka colour kaise badle

Friends main ab apko jadaa bor naa karte hue apko trick bataa deta hu aur aache se samjaa deta hu ki kaise ham facebook msg ka facebook comments ka aur facebook status ka colour change kar sakte hain main apko niche step by step bataa raha hu apko bas uuse dhyan se follow karna hain

Niche ke steps dhyan se follow kare

Friends main apko niche wo sab code de raha hu usse ap kahi par likh lijiye ku ki issi code se ham facebook ke msg ka comment ka aur post ka colour badlne waale hain aur konsa code kis colour ke liye hain ye bhi bataunga code ko dhyan se writte kare

<fg=fb00b9ff> Sky colour
<fg=fbff2000> Red colour
<fg=fbff5000> orenge colour
<fg=b0ffd700> golden colour
<fg=b0ff7f00> mehandi color
<fg=b0000000> balck colour
<fg=b0ff007f> dark pink colour

Upar jo maine codes diye hain usse pahale aap kahi par likh lijiye aur ab main niche apko ache se samjaunga ki inn codes se kaise ham apne facebook msg comments aur post ka colour badal sakte hain hain aur isse kaise use kare frds ye trick bhaut eisy hain kuch nahi karna apko bas inn sab code ko copy kar lijiye aur jiss post ka colour change karna hain usske piche laga dijiye koi bhi eak code wo kaise apko main niche step by step samjaunga

First fb lite ko open kijiye aur eak post likhna shru kar dijiye

Example:- ham eak post likh rahe hain

I love my india

To hame isko aise likhna hain

<fg=fbff2000>i love my inida

Aur isse publish kar dijiye ab apka post red colour main publish ho gaya hain ab aise hi ap har eak post ke piche aise hi code badal kar ap post ka colour badal sakte ho msg main bhi same yahi step use karna hain message ke pich code past kar dijiye ho gaya

Friends ye trick apko kaise lagi hame comment main jarur bataye

(Note:- ye trick only fb lite main hi use hogi)

Naresh Suryawanshi
Naresh Suryawanshi

This is a short biography of the post author. Maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec vitae sapien ut libero venenatis faucibus nullam quis ante maecenas nec odio et ante tincidunt tempus donec.